priyanka priyadarshini parida  
76 Followers · 25 Following

Joined 30 April 2021


Joined 30 April 2021
24 AUG 2022 AT 13:13

Shaan the wo the desh ke guroor
Amar Shahid Shivram Hari Rajguru
Deshbhakti sahas ki ankahi Daste
Jaan kho diya apne desh ke waste
Phasi ke phanda ko gale lagaya
Haste haste apne jaan kurvan kiya

-


19 MAR 2022 AT 6:53

Sab tyohaar se thoda hai alaga
Har taraf hota pyaar ke ranga
Sare gile shikwe bhul jaiye
Har apne ko dil se apnaiye
Ranga lagaiye ek dusare ko
Dil se manaiye yee jashn ko

-


2 MAR 2022 AT 20:13

Dard bhare aankhon mein aansoon ki barish
Hamdard ko dekhne nigaahen tarasti
Tere ahsaas ki koi sakal nahi hoti
Kuchh dard ki koi dawa nahi hoti
Dil ke diwar mein parchhayi tera
Ishq ke gehraai mein aashikana mera

-


26 JAN 2022 AT 9:43

Dil tute huye kise kare sifarish
Dard likh diaa jo pharebi naseeb
Ittefaq se hua mulaqat hamara
Pyaar ke muqaddar mein bewafa tumhara
Kas tu samjha leta juba ki khamoshi
Har taraf hota aaj mehfil ki gunjaish

-


26 JAN 2022 AT 7:42

Asman ka uchai lambi hojaye agar
Uddan bharenge apna kad badhakar
Sachha ishq hai sirf apne desh ko
Koi andaza nahi husunwala ko
Ek bar tiranga dede ijazat
Zindagi bhar karenge uske hifazat
Sine mein jabtak raheyga Jaan
Badhayenge tabtak desh ke saan
Vardi mein apne wafadari likhi hai
Farz nibhayenge Jaan dekar desh ke liye

-



Naseeb mein shayad ab likha hai judai
Baate karega ab sirf meri tanhai
Meri ishq ki koi Mukammal nahi
Har savera bas imtihan nayi
Yaadon rahega mahfuj mere dil me
Umar gujarna hai ab tere intizar mein

-


25 NOV 2021 AT 8:07

Kuchh log kismat ke taraha hote hai
Jo duaa se milte hai
Aur kuchh duaa ke taraha aate
Jo hamare kismat ko badal dete
Wohi duaa ho tum apne zindagi ka
Jis ke aane se badala lakiron kismat ka

-


20 NOV 2021 AT 20:05

Kabse talaash hai ek tasveer ka..
Bechen sa hall hai mere dil ka.....
Harpal hota mujhe tera phikar
Kya kabhi karta tu meri bhi jikar ?
Naa jane wo lamha kab aayega
Jis safar par tu hamsafar banega

-



Manzur nahi thaa saath jiska kismat ko
Ye dil zinda rakha uske mohabbat ko
Jiska naam nahi haathon ki lakiron pe
Magar naam hai uska har saanso pe
Pata nahi yee ishq kesa hai
Nachahte huye bhi dil me uska tasveer hai
Har mohabbat ki muqaddar milna nahi hota
Par Mukammal ban jati kitno ki pehli mulaqat

-


9 SEP 2021 AT 13:01

Manzil bangaye the tum pehli mulaqat se
Mohabbat karti thi tumhe badi siddat se
Kas kabhi na hota mulaqat hamara
Na dekhana hota aaj phareb tumhara

-


Fetching priyanka priyadarshini parida Quotes