Priyanka Negi   (Priyanka Negi ("Love U Zindagi"))
133 Followers · 25 Following

read more
Joined 19 August 2017


read more
Joined 19 August 2017
30 AUG 2017 AT 21:17

Mai majhabo se parae, mai be-libas hu
Kabhi hu Kabir ka doha, kabhi Galib k dil ki awaaz hu
Kabhi Fazal ki gazal mai, kabhi Kavi ki dhaal hu
Mai sabdo ka tana bana, mai ehsaaso ki mashaal hu...

Na kisi k haq mai kabhi, na kisi k khilaf hu
Kabhi vyangya se bhara, kabhi chetna ka sanchar hu
Mai har daur ka ayinaa aur jazzbaat hu
Mai sabdo ka tana bana, mai ehsaaso ki mashaal hu...

Kabhi hu kisi ka sangharsh, kabhi kisi ka bawal hu
Kabhi kisi ki uljhan mai, kabhi kisi ka sawaal hu
Kisi ki mehsoosiyat, kisi k dil ka haal hu
Mai sabdo ka tana bana, mai ehsaaso ki mashaal hu...

Hu goongae ki awaaz kabhi, kabhi baagi ki lalkar hu
Hu kisi ki vedna, kabhi kisi ki pukaar hu
Kabhi ik soch hu, kabhi mohabbat ka izzhar hu
Mai sabdo ka tana bana, mai ehsaaso ki mashaal hu...

-


30 AUG 2017 AT 21:00

Mai Ehsaaso Ki Mashaal Hu...


Hu goongae ki Aawaz kabhi, kabhi baagi ki lalkaar hu
Hu kisi ki vedna kabhi, kabhi kisi ki pukaar hu
Kabhi ik soch hu, kabhi mohabbat ka izhaar hu
Mai sabdo ka tana bana, mai ehsaaso ki mashaal hu...

-


30 AUG 2017 AT 18:16

Mai Ehsaaso Ki Mashaal Hu...


Kabhi hu kisi ka sangharsh, kabhi kisi ka bawal hu
Kabhi kisi ki uljhan mai, kabhi kisi ka sawal hu
Kisi ki mehsoosiyat, kisi k dil ka haal hu
Mai sabdo ka tana bana, mai ehsaaso ki mashaal hu...

-


29 AUG 2017 AT 22:55

She's a girl next door, always fascinated and inspired by Stars and the Moon.
She burns the midnight oil to chase her dream, Falls many times but rise again to go against the stream and the day has come when all the hard work paid off.
Finally, she becomes an astronaut.

-


29 AUG 2017 AT 20:52

Mai Ehsaaso Ki Mashaal Hu...


Na kisi k haq mai kabhi, na kisi k khilaf hu
Kabhi vyangya se bhara, kabhi chetna ka sanchar hu
Mai har daur ka aayina aur jazzbaat hu
Mai sabdo ka tana bana, mai ehsaaso ki mashaal hu...

-


29 AUG 2017 AT 12:13

Mai Ehsaaso Ki Mashaal Hu...


Mai majhabo se parae, mai be-libaas hu
Kabhi hu Kabir ka doha, kabhi Gaalib k dil ki awaaz hu
Kabhi Fazal ki gazal mai, kabhi Kavi ki dhaal hu
Mai sabdo ka tana bana, mai ehsaaso ki mashaal hu...

-


27 AUG 2017 AT 0:40

'Dard' ko bhi ik raah deke,
Banake usko apna zariyaa
Chal pada fir Musaafir
Panae ko kamyaabi ka dariyaa...

-


26 AUG 2017 AT 0:10

Yu samjhlo dost apni
baat kehne k liye kabhi
'sarahah' ki jarurat nahi padi
aur na padegi




Hum Jabh bhi likhte h,
Bebaak hoke likhte h 😊


-


25 AUG 2017 AT 21:27

Chod do aanchal
zamaana kya kahega🔊🎶







Meanwhile Aanchal 💨💨💨
(She is too obedient)

-


25 AUG 2017 AT 20:44

Innocent Followers : Ruk jao prabhu,
kahan leke jaa rahe ho
humare bhagwan ko




Ram-Rahim g : Acha chalta hu
duwao mai yaad rakhna

-


Fetching Priyanka Negi Quotes