Mei jo sochti hoon
Woh bhi wahi sochta hoga kya ,
Hath jo abhi thame rakha hai meine
Kal bhi mere hathon mei hoga kya ..?
Kal ka sochti hoon
Toh dar lagta hai
Mera ish par haq hoga kya,
Uski ankhon mei wahi pyaar hoga kya,
Mujhe khone ka dar hoga kya,
Ab jab sunti hoon
Toh sab yahi khete hai
Kuch humesha ke liye hota kya,
Kal ko choro aj mei ji lo
Kal kisne dekh rakha hai kya .....
Priya π·ππ
-