Mein na mil sakho jo tumse
Meri joostajuu na karna...
Tumhe meri hi Kasam hai
Meri aarzoo na karna...
Priya....-
Sari sharam lihaaj sab bech khayi h
Humne bhi nukile patharo se thokar khayi h
Chot zara gehri lagi magar mere dard ne har dard ki vakt pe dawa khayi h
-
यहाँ बेटी जलकर राख हो गई ।
वो कहते है " क्या बात हो गई " ।।
लड़को का सर उठाकर जीना जन्मसिद्धाधिकार है ।
लड़की पढ़ना चाहे तो धिक्कार हैं ।
समाज कहता है जमाना बदल गया ।
"बेटी बचाओ बेटी पढाओ" वही रह गया ।
ऐसी छोटी सबकी सोच रह गई ।
यहाँ बेटी जलकर राख हो गई ।
वो कहते है " क्या बात हो गई " ।।
कानो में मेरे चुपके से मेरी माँ कह गई।
कुदरत की ओर देख वहा रात हो गई ।
हैवानियत भरे तमाशो की शुरुवात हो गई।
यहाँ बेटी जलकर राख हो गई ।
वो कहते है " क्या बात है गई " ।।
-
Khash!!
Khash mein tere mere darmiyaan kuch fark ko mita sakti
Pehli nazar vala vo pyar ka geet tere liye mein gaa sakti
Thoda himmat se hi sahi kuch allhadpan mein dosti ka hath teri or bada sakti
Tujse na sahi tere saaye ko kuch pal ki khushi bta sakti
Khash mein tere mere darmiyaan kuch fark ko mita sakti
Ek kadam tu meri or badhata kuch kadam mein teri or bada sakti
Tere khande par rakhkar sar kuch pal ke liye mein apna gam bhuulati
khash mein do dharmo ke beech kiye farko ko hamesa ke liye sula sakti
Khash mein tere mere dharmiyan ..............
Priya....✍️✍️
-
Tere hi bande h mere rab ka kahna h
Fir kyu sabko mere sath hi chodna h
Fir kyu kisi rajkumari ko hi chahna h
Fir kyu meri sabki khoobsurti se tulna h
Kis bat ki narazgi h jo mujse nhi kahna h
-
Khud ko itna bhi mat bachaya Kar,
Barishe ho to bheeg jaya Kar
Chand laakar koi nhi dega,
Apne chehre se jagmagaya kar
Kahi mandiro mein diya nhi ,
Kahi majjeedo mein dua nhi
Mere shehar mein hai khuda bhot,
Magar admi ka pta nhi...........
-
Tere jaane ka gam nhi Tere bina bhi zindagi guzar lege
Ye dhaur h zamane ka na sambhale to kisi ka dil udhar lege
Hum itna yaad ayege tuje khushi ke anshu rula dege
Tu fikar na kar tere kiye har vaade ka hisab lege-