"Sales isn't about pushing products; it's about building bridges. Don't try to make a customer to sell a product to customer; try to make a friend and assist them with their requirements. Because when you genuinely help, sales become a natural outcome, not a forced transaction."
-
Kabhi koi 1 din nhi reh pate tha humare Bina aaj kai saal kai mahina beet gaya
Dekhte Dekhte holi diwali sab chali gayi
Kuch apno ke bina apna sahar apna kha lagta hai ish lia unh galio ko chor aya ja se wah guzara karti thi ,aaj v wah galiya suni lagti hai maan nhi lagta ushke bina per ushe kaha humari khabar hai ....-
Ek din mein v tumhe bhul jaunga
Socha tha milogi to baat tak na karunga
Per jab samne ayi tum ankho mein anshu chalak pare ...-
Aaj kal log dikhane ke lia wah apne hai
Saath mein photo to khicha leta hai per kitne apne hai samay ana pe pata chal jata hai to aise dekhaba kar ke kya fayada .-
Umar beetne mein waqt kaha lagta hai
Choti si to zindagi hai sahab !
Aab ush me v kisi se puch ke chutti lena
Pare to kya fayada!
Khud ke lia waqt nikale pe 1000 bar sochna pare to kya fayada!
Khul ke hum jee na sake to ish zindagi ka kya fayada !
Khul ke jo Hasa na sake unh dosto ka kya fayada !
Ush daulat ka kya fayada ho apno ka kabhi kaam hi na aya !
Unh sapno ka kya fayada jo hume jaga na sakha !
Jish chat ke nicche sukun na mile ush ghar ka kya fayada !
Jinke kandho pe shir rakh ke ro na sake aise apno ka kya fayada !
Umar beetne mein waqt kaha lagta hai
Choti si to zindagi hai sahab!
-
Chorne ke bhane to khub tha
Madam wah apna zamana v khub tha
Jane ka bahana to bana lia tha
Rukne ka koi ek bahana hi dhund leti
Chali gayi chali gayi kum se kum
Meri Khariyat meri Tabiyat kisi se to puch leti , Bulane ki tarkib tumhe v pata thi
Aur Aane ki tarkib hume v pata thi
Kash akhiri bar jab mile tha Teri ankho
Ki nami ko par leta teri labo ki kami ko par leta mur mur ke dekhta raha kyunki laga jaise kuch kehna tha kehna bhul gayi
-
Kyu na badalu mein tum wahi ho kya
Chalo mein mana galat hoon mein
Per tum sahi ho kya ...-
Kisi ke hone se na hone se kisi ko
Dost koi farq nhi parta farq parta
To duniya matlabi na hoti,
Zindagi tumhari hai ish lia apne hisab
Se jio koi tumhara care karega yeh soch ke mat chalo ...-
Sab yehi realize dilate gaye hai ki meina kya kho dia , to unko bata do unhe nhi mallum unhone kya kho dia sher kuch din jungle mein jana band kar de fir v wah sher hi hota hai
...-
Jab tak kam aaoge sab ke lia aache rahoge
Jab kam aana band ho jayega to log tum ko toothpaste ke tarah zindagi se nikal ke fak denga yeh samajhne mein Zara time lag Gaya .....-