Aaj ishq ki baazi hai
Samne jab dushman aaye
Toh ladna farz hamara hai
Par usse koi kaise lade
Jo dushman jaan se pyaara hai
Khuda kare ki is baazi ke
Lamhe jaldi se beete
Ek dua hai rab se ki
Is jang me hum dono hi jeete
Dil is baat pe raazi hai
Aaj ishq ki baazi hai...-
दास्तान हमने सुनी थी
पंछियो की जुबानी
एक जगह रुकते नहीं
बनता जो भी बहता पानी-
Duniya ko haqiqat meri
Pata kuch nahi hai
ilzaam hazaro hai aur
Khata kuch bhi nahi hai!-
हजारों अल्फाज सिनेमे दफनाए हुए,
हम जिंदगी से रूबरू हो रहे है!
.........
.......
सब के सामने ये बयां नहीं होते,
जिनके सामने ये बया होते है,
शायद उनिको दोस्त कहते है!-
Jo dard ko chhupana chahte,
Woh dard pe pehra rakhte hai.
Pad lena gham koi chehre pe,
Chehre pe chehra rakhte hai.
Jaise tum ne kal rakhha tha,
Aaj hamari baari hai,
Apno ki khatir apno se karni
Padti aiyaari hai...-
Tum chalo agar sath toh,
Raste manzil se behtar
Is chand ko is raat ko,
Kal karenge yaad hum
Ke iss lamhe hue the,
Ishq main barbaad hum
Abb toh bass ek khwab hai,
Ho tere hoto pe hassi
Tu muskurati hai toh lagta hai,
Nai duniya hai basi
Dil ki duniya janta hai
Kon bolo dil se behtar
Tum chalo agar sath toh,
Hai raste manzil se behtar...-
मंजिल से जाड़ा,
रास्तो से इश्क़ है मुझे,
हर मोड़ पे नई पहेलियो से मुलाकात,
अक्सर बेपरवा कर देती है,
वो जीत की याद!-
ज़िन्दगी भी क्या अजीब है!
हम उनसे मिलते है, जिंनके पास हमारे लिए,
वक़्त नहीं होता और फिर हम!
वक़्त ढुंढते है, उनके यादो पर खर्च करने के लिए.-
Dard to dost purana hai
Sath me yaadein lata hai
Kuchh mithi kuchh mushqil si
Fir main dard aur yaadein
Lag jaati mehfil si
Khaas hai itna yuin samjho ki
Ghar par aana jaana hai
Dard to dost purana hai,...-