Ab zindagi bhi fiki chai jaise lagte he
Sab kuch hone ke baad bhi sakar mana hain
Bistar hone ke baad neend mana hain
Paise hone ke baad kushi mana hain
Mano jaise rishte hain
Per nibhana mana hain-
Ab na dil kaam karta hain na dimag
Khud he khud se baat karna nahe chahta
Bouhat sare sawal satate hain
Fir khud he khud ko chup karate hain
Sab ke pass hone ke baad bhi
Sab se dur batate hain-
Humen Zindagi se kya chaiye
Sayad humen he nahe pata
Fir bhi bhage ja rahe hain
Bina ye soche ke anth Main
humare sath hum bhi nahe jayange
-
Muje us safed Chadar
ka intezar hain
Jo muje sab se mithi neend su la age
Sab se dur aapne sath le ja age
Mere ek ajeb duniya bass age
Mithi lore Bina tension suna age
Kise ko kushi Yan kise ko
Naraz karne se bacha age
Jindagi ke her dard
se azad kar wa age
-
Naseeb apna hi kharab tha
Jisse mohabbat ki usko
samajh na paye
Jisko samjha usse
mohabbat na Kar paye-
Sab kuch ho kar
Bhi Kuch nahe mere pass
Aaj aisa hall hain Mera
tu suna tera kya hall hain
mann tera kyun udas hain
Kya tu khud se dur
Kise or ke pass hain
-
Yah Kaisi jindagi hai
Jo khwab dikhati hai
Hansi dekar rulati hai
Apnon se dur karvate Hain
Jitna bhulo utna aur yaad karvati hai
Badle mein kabhi bhi use
bhul Nahin paati hai
Jago ya soy usi ka chehra dikhati hai
-
Akela sa Reh Gaya hun
Itni Badi duniya mein
Apne itne sare Hain
Per apna koi bhi nahin
Baat bahut badi hai
Baat itni chhoti bhi Nahin
Akela sa Reh Gaya hun
Itni Badi duniya mein
-
Dil her pal tuje Yun yaad karta hain
Jaise kise ko pane ke faryaad karta hain
Or tu hain ke her pal
duwa o main yaad karte hain
Bad duwa o main to
her koi yaad karta hain-