Yu thi ibtidaa humari,
Ke palo ke befikri mein..... Thamey tumhaara haath,
Ke najaane kab hua agaahze- ishq beintihaa tum se❤️
-
Magic me I see ,
For no one can hide me ,
Lurking within the dreams of me is the one that will find me !!-
Kissi ko itna imaandari se zyaada pyaar na karna ki woh usse tumhari badkirdaari ka takta de de,
Par khud ki khudi ko saabit bhi na karna aise shaks par,
Jisse imaan aur haraam ka farak hi na pata ho!!!!-
Jaante ho tum sab,
Ki khaani humari ab muqammal na hogi kabhi...
Zubaan se bol de woh baat..... humari aukat ab bachi nahi koi.....-
Dheeme se chali aayi woh fiza yu ki dil apna muhje de gayi,
Par badle mein humare rishtey ki muskaan le gayi 💔💔-
Hathli khaali kaha humari ab,
Tera haathon ko thamney ke..... na hone ka ehsaas un jo hai basta ab...-
Do pal thi woh hasi,
Do pal sa saath tha tumhara,
Ab jo dil mein yu hai humare basse tum jagah rahegi tumhari hamesha hi wahi kuch pyaari aur kuch bahut khaas si ❤️❤️
-
Tera reh guzar iss dil mein yu hai ab,
Ki Tera mujhe chahne ki ijazat nahi mangta ab Yeh kambakht dil❤️❤️-
Ek tasveer si main,
Bharosa ke rango se bharna tha jise,
Par kalakar nikla tu nakaara yu,
Ab kiska dosh hai yeh.......
-