Wo Kehte Hai ye kya Rishta nibhaya tumne,, Main kehti hun esi kya khata ki maine,, Bas umeed thi ki wo ho mere pass har pal,, Par jimmedaari hain kuch jyada uske Sar par,, Lagta hai maine ki usse kuch jyada umeedein,, Jisse ab ye chahat na rahi Iss dil me...
Itiihaash Yaad rakhega Iss din ko,, Jab Pura sansaar dagmaga raha tha,, "HINDUSTAN JAGMAGA RAHA THA" Thi wo Roshni Aakash me,, Jo "Kartik ke mahine" ko "Chaittar Maas" me Yaad dila raha tha!!!..
Tujhe khone se darti hun main,, Tujhe paa Kar adhuri se puri lagti hun main,, Na ja mujhe chod ke yun har baar,, Tere yun Jane se din raat Marti hun main...
Bahut Saral hai ye 'pyar ka vyakaran' Kuch main tumari Maan lun,, Kuch tum meri Maan lo,, Na rahegi koi shikayat 'na meri tumse' 'Na tumari mujh se' Bas yahi rjaa hai humari humse,, Kuch main tumari Maan lun,, Kuch tum meri Maan lo...