Pratiksha Saini Ā  (Pratiksha saini)
3 Followers Ā· 2 Following

Joined 3 June 2019


Joined 3 June 2019
16 JUN 2019 AT 20:52

Zindagi ke tufano se Ladne ki Himmat ab main Jhoota rahi hoon...
kamiyabi ki ek- haan- Ek Aur cd Kareeb Mein ja rahi hoon...
ghamand Nahin Hai Khud Par Na Kisi Se Shikwa Hai...
Kore kagaj Si Ban Gayi Hai Zindagi..
mehnat Ka Kalam Bankar Kismat apni Khud Hi likhe ja rahi hoou..
Ha mai kamiyabi ki ek cd kreeb jaa rhi hu..

-


11 JUN 2019 AT 20:20

Kamyabi ki es daurd main maine bauhut kuch badalte dekha..
ha maine logo ka rang badalte dekha....
Matlabi is duniya main maine matlab k liye baatein karte dekha...
ha maine es duniya ka rang badalte dekha... samjhi maine ehmiyat cheezo k pad (position) ki..
maine raja ko rank, rank ko raja or pathar ko bhagwan bante dekha...
Kamiyabi ki is daurd main maine apno ko apno se alag hote dekha...
ha miane logo ko badalte huye hain dekha...

-


10 JUN 2019 AT 19:58

Kabhi Kabar Akele Rehna bhi sahi hai...
Khud Se Khud ki zindagi ko Lekar Sawal karna bhi sahi hai...
sahi hai Logo Se Duri banana..
Khud Ko samajhna Bhi sahi hai...
kab tak jhuthi Hasi Hastyae Rahe...
chalo Kabhi kabhar Rona bhi sahi hai..
kab tak dikhawe ki zindagi Jiyae.....
Chandni Raat Mein Sapne Buna bhi sahi hai..
Dusro k liyae jeetae jeetae thak gyae...
Aaoo kuch din khud k liyae jeeyae.....
Yaeeeee bhiiii tooo shiii h......!!!!!!!

-


9 JUN 2019 AT 21:44

Zindagi Adhuri Si chal rahi thi...
Bina Manzil Ke bhatak Rahi Thi....
Tere Aane Se....
Ab Zindagi Puri Lagne Lagi...
Aisa Laga Jaise Meri sari Dua ab jakar mukambal Huii...

-


8 JUN 2019 AT 22:14

Insaano par se phir ek baar vishwaas uth gya
Insaano main haiwaniyat ka chehra phir dekhne ko milgya
Aaj phir insaaniyat ka seena channi hogya.....
Bharat maa k aanchal main nanhi si chidiyan ka phir katal hogaya...
Kya fayda es loktantra ka jo insaaf bhi nahi karsakta...
Aazadi k baad bhi betiyon ko surakshit nahi kar sakta...

-


5 JUN 2019 AT 10:40

Kuch pannae apni zindgi k... Mane uhu band krliyae... jasse samndar ne apne ander kai razz h daffan kiyae.. .. Aj bhi dil mai khi aaagg si lagi hai... . Kuch adhure sapno ki raakh hi bachi hai... Majbooriyo nae khwayisho ka daam es kadar hai ghota.... jase chandni raat mai lag gya ghtao ka phra.... Zindgi mai kuch esae faslae mane kr liye hai... Apno ki khushi ke liye kuch pannae apne zindgi ke mane bnd krdiye hai......

-


3 JUN 2019 AT 22:58

Ek adhura saffre kree jaa rha hu mai...
Rasta khtm nhi horha chle jaa rha hu mai...
Bdi paareshan hu mai... Aye zindgi tujhse...
Khuaishae bhut h...
Pr.. Jana kha h smjh ni parha hu mai...
Rang etnae h.. Frk nhi kr patA mai...
Logo k beech apno ko nhi phchan pata mai...
Sb sath hoke bhi kitne dur h...manjil ek h,Too sb kyu ek dusre se kyu duur h... .
Bas yhi smjh ni pta hu mai....
Ek adhura saffer kree jaa rha hu mai........
Ek adhura saffer kree jaa rha hu mai....

-


3 JUN 2019 AT 22:52

Tujhae kya pta.. Har lmha tumhare bigare kase bita h...
Jase koi piyasa jhrne ki tlaash mai firta h...

-


3 JUN 2019 AT 20:00

Chahat h meri kuch krne ki... Asman ki gheraiyo ko chumne ki...har subha ki naai kiran mujhmai utsha bharti.h.. .. Zindagi ka rukh badlne ka mujhmai hosla badlti hai..... pr...... Baandh liye jate hai pankh khulne se phle hi....... Yae khae k....... Kya khae gyae log jo bnagya meri zindgi ka sabse bada rog kya khgyae log..... Ghar se niklne se phale logo ke bare mai sochti hu... Andekhi bedio mai.... Roj jhulasti hu... Kya khagyae log yae rog bhuth purana hai logo ki soch pr lga ek talla hai... Es talle ki chabi mai roj dhundne niklti hu... Azadi ki es dundiya mae.... Mai haan mai roj shangharsh krti hu... Es rog sae nizat pane ka har priyas krti hu kya khgyae log bss.... yhi hai rog.... bss.... yhi hai rog.....

-


3 JUN 2019 AT 12:06

Chalt hu mai, girta hu mai... Insaan hu mai, isliyae galtiya krta hu mai.. Ha kai baar hara hu mai... Khud ka khudi sahara hu mai... Kai tuffan h zindgi mai.. Pr chla jaa rha hu mai.. Kuch kho gya h usko dhund rha hu mai.. Jo khud ko mera apna khate thai khoj rha hu mai... Umer chotti he shi meari.. Pr. Waqt ki mharbani se tjurba bhuut h... Ab jrurt nhi mujhko kisi k share ki.. Kyu ki hosla he bhuut h.. Shikayat nhi mujhko aye zindgi tujhse... Ab khud ko he dhundnae nikal pda hu mai.. Ha chota sa parinda hu mai.. Baaj se ladne nikal pada hu mai... Bhar k apnae pankho mai hoslo ka dm... Aye tujhko aye zindgi jeenae nikal pda hu mai.... Apni galtiyo se sikh k aagaaye badh rha hu mai

-


Fetching Pratiksha Saini Quotes