Lemme show you , where I messed up!
-
Instagram :pratick_ghoshal
Iâm too insane to explain,
And youâre too normal to understand.-
Life is so blue ..
And nothing is new ..
someone hopes for a change,
But itâs never you..
They say time goes and waits for none,
You still have a envelope,
That you had never returned.
You wanna go bye the lane, where your memories have begun,
But itâs still a past , that money can ever earn.
I know they say âreal love never diesâ ,
They never fall apart or never lies.
Have you met a real person thatâs nearly alive ?
Or felt his pain , by just looking into his eyes ?
-
You can earn whatever youâve lost when you realise whatever you have got .
-
Aisa nahi hain ki tum humne pasand nahi ho
Par janab kuch aisa hain ki hum apni pasand ko he bhul beitha hain.-
Main dar ta tha ush rah se guzarne mein
Jise rah pe ek spano ka bhuka rakhshas hua karta tha.
Aaj ush gali se hote huye ghar louta,
Aaj ush rakhshas ke saath beth ke ghanton meri baatein huye, main usse apne sapne ko na khane ke liye usse manata raha aur woh mujhe thora chakhne ke liye . Main Kya he karta mujhe jo apne sapno ko bachana tha , unhe uchi urdan dena tha,
Maine usse apne sapne ka ek chautahi hissa use swad ke liye de diya, aur badle mein usne mujhe jaane . Par us swad ke badle maine ek chees sikhi
Ki zindagi hazaron dafaa tumhe daaraiyen gi dhamkaye gi ,kai saare cheesein dengi aur,tumse kuch waqt ke bad cheen bhi lengi ,par tumhe apne lakshya pe datte rehna hain, apne sapne ko bachaye rakhna hain. Aur use sakaar karne ke khusi ko maishush karna hain.-
Ki wo mujhe kuch yoon sambhal leti hain,
Jaise koi daal apne patton ko jhoomti baarsaton mein,
Jaise naadi apne beheti lehron ko khule samoondaron mein,
Jaise maa apni bache ko khumbh ki bhir mein,
Jaise paalke mundh aakhon ko jalti sulagti uss dhoop mein,
Jaise kasti apni naow ko uss kaali tumafani bhawadaron mein,
Jaise sur koi raag ko bandhe rekhe apne mein.
Aise he wo humse juri hain humare apne sapno mein.
-
Ki aab gum mila tho Kya hua ?
Kushi tho unpe kab ki kurbaan kar de thi..
Ki aab daga mila toh kya hua?
Zindagi phele bhi toh aise he chalti thi..
Ki aab khoya bhi toh kya khoya?
Jiske talash kabhi suru he nahi ki thi..
Ki aab aankh bhar bhi aye toh kya hua?
Kambakhat, tujhse jo ishq ki thi.
-
Main rota nahi hoon,
Bus aanshuon ko Choot de deta hoon kabhi kabhi.-