Sab apna apna rastan
Hasi khusi badal diya
Wo apni raah chal padi
Main apni raah chal diya
Bhali si ek shakla thi
Bhali si uski dosti
Ab uski yaad raat din
Nahi magar, kabhi kabhi!
-
So, ek roz kya hua,
Wafa pe behas chidd gayi,
Main ishq ko amar kahu,
Wo mere zid se chidh gayi,
Main ishq ka aseer tha,
Wo ishq ko qafas kare,
Ki umra bhar ke sath ko,
Wo battaras hawas kahe!
-
Kai dafa dhoke diye hai usne,
Phir bhi ye dil use chahta raha,
Musibat me jab usne yaad kiya,
Humne kaam adhura chor diya,
Socha chor du use uski haalat me,
Par kambakhat dil ne aisa hone na diya.-
Pyaar is qadar nibha raha hu...
Tujhe khus rakhne ke liye khud ko rula raha hu...-
Hm dil k deewane the, akele reh gaye,
Wo jism k deewane the,
lipat kar so gaye!-
Maanta hu tumne behad pyar kiya tha mujhse lekin har dafa galti tumhari hone pe bhi sar hamne hi jhukaya tha!
-
Uska yun message likh kar delete kar dena,
Suboot kaafi hai ki ishq tha!-
Fark bas itna hai,
Wo khus hai apni zindagi me kisi aur ke sath,
Ham khus hai apni zindagi me uske tasveer k sath!-
Kaash uske jism se mohabbat ki hoti maine,
Aksar Rooh se ki hui mohabbat adhuri reh jati hai!-
Aaj do chiz kho di tumne
Pyar kuch din ki,
Ar rishta zindagi bhar ka!-