The more he started knowing her,
The more she turned his life on,
In a vivacious way.-
The experiences in life has brought out the writer in... read more
कल ही ज़मीन से निकला हूँ,
आज़ ही ना नाम कमाऊंगा।
कुछ आज़ चाँद को पाया है,
कुछ कल चाँद को पाऊंगा।-
तुम पास नहीं, पर कहीं पास ही हो।
शायद अब दूरियाँ महज़ कुछ मीलों की है।
-
Apne dil ko khula rakho, mohabbat ki kami hay.
Kuch der aur intezaar karlo, mohabbat ki kami hay.
Mohabbat me, khwaabon me uddkar, fir zameen se rubaru hona tow wajib hay janab,
Tumhari humnava abhi kahin traffic me phasi hogi.
Jara sabr rakho, mohabbat ki kami hay.-
Kuch alag si baat thi unn raaton me.
Jab wo andhere se darti thi,
Aur mai, chaand ke dhalne se.-
Kuch baaten rakhi hain maine qabr me,
Tum bas unn me jaan le aana.
Mere baaton aur sawalon ka,
Kuch hairaan jawaab le aana.
Raat agar gehri ho,
Tow chaand sa koi shaan le aana.
Aur gar raat dhalne ko aaye,
Tow badalon ka paigaam le aana.
Kuch baaten rakhi hain maine qabr me,
Tum bas unn me jaan le aana.-
सितारों की चमक में डूब गए हैं वो
चाँद के धब्बे उन्हें लुभाएं किसी रोज़।
रास्ते हमारे अलग हैं, पर दूर नहीं
इन रास्तों की अज़ल पे मुलाक़ात होजाए किसी रोज़।-