prakish words   (Prakish_words)
449 Followers · 969 Following

Dard se jyada kuch nahi milega yaha
Aircraft maintenance engineer
Introvert
Joined 18 December 2017


Dard se jyada kuch nahi milega yaha
Aircraft maintenance engineer
Introvert
Joined 18 December 2017
22 NOV 2022 AT 2:17

Toota hua samaan
Aur toota hua insaan
Jud toh jata hai
Par voh pehle jaisa tha
Vaisa nahi reh pata hai
Chal toh voh aab bhi Raha hai
Takleefo meh bhi kisika
Saath nahi chod Raha hai
Bas jyada din nahi
Chahe log ho yaa koi chiz
Aap unke kaabil nahi rahe
Toh voh aapse behtar koi
Naya le hi aata hai

-


20 NOV 2022 AT 16:41

Khudko thik karte karte
Khudko savarte
Bhool hi gaye
Khudke ehsaaso ko
mehsoos karna

-


6 NOV 2022 AT 22:24

Kuch iss Tarah
Unhone hume dekha tha
Mere har dard ko
Muskaan meh badal diya tha

-


2 NOV 2022 AT 16:31

Na aab parvah hai
Na bachi hai taqat
Ki Gino aab
kaun apna kaun gair hai
Kaun de Raha hai dhokha
Kaun karta pyaar mujhe
Bas aab kahi Jana nahi hai
Na kisise koi shikayat hai
Tum karlo Jo karna hai
Meh toh vahi hoon
Jo pehle tha
Na badalne ki taqat hai
Na aab koi chahat meri
Na aab parvah hai
Na koi taqat

-


31 OCT 2022 AT 23:23

Milgaya sabkuch
Toh bhi sab Khali sa kyu

-


25 OCT 2022 AT 13:09

Khuda neh jab Mera
Kal likha hoga
Kya batao kitna dard likha hoga

-


20 DEC 2021 AT 14:45

Udhaar si hogayi hai zindagi
Khush hokar di thi upar waale neh zindagi
Chuka nahi paa raha hoon karz
Iss zindagi ki

-


10 NOV 2021 AT 20:48

Mushqil hojata hai
Aise soch ke sath jeena
Jo har baat ka matlab nikale

-


22 OCT 2021 AT 21:37

Andheron ko roshni meh badalte
Dekhna hai,
Yaad purani nahi,
Yaadein sath banani hai

-


16 OCT 2021 AT 3:04

Jinke liye tum aaj
apne sapne tod rahe ho
Vohi kal tumhare dil bhi todenge

-


Fetching prakish words Quotes