মায়া বড় বেদনার,
হৃদয়ে গভীর ক্ষত করে বারংবার।
তবু মায়া কাটানোর চেয়ে,
না হয় কষ্ট পাই আরও একবার।-
Balancing between practical and delulu
Chahat ke aas mein
hum fanaah ho gaye
Na muhobbat mili na raahat
hum khade khade tabah ho gaye...
Ishq tumse tha bepanah
Ke tum hi hayat ho gaye..
Maine the tumhe rab maana
Lekin aashiq hum fakat ho gaye...-
ये काले आसमान का चादर छाया है,
या तुम्हारी जुल्फें हैं घने..
ये ज़मीन पे फूलों की खुशबू है,
या इत्र लगाया है तुमने..
ये कोई नशा हुआ है मुझे,
या इश्क किया है हमने..।-
चांद सी खूबसूरत
तेरी वो आँखें है..
दर्द सह कर भी जो चमके,
उन में कुछ तो बातें है।
लंबी, कारी, गहरी
बिताई जो रातें है..
उनसे भी प्यारी जो लगे,
वो तेरी आँखें है।
अब होश नहीं मुझको
बाकी न कोई हैरतें है..
चंद से भी खूबसूरत,
तेरी वो आँखें है।-
Meri dil ki duniya mein
Tera hi basera hai
Tu hi Ashiya hai..
Kari teri ankhiyan re
Un mein bhi jaadu hai
Kheenche tu mujhe re..
Yaaron yaaron
Main dil gaya haara
Yaaron yaaron
Main ishq ka maara..
Yaaron yaaron
Main bhoola jag saara
Yaaron yaaron
Mujhe pyar toh kar zara..
Mere dil ke hisse mein
Tera dil bhi shaamil hai
Tere khwabon mein main
milu tujhe..
Mere pyar ke kisse mein
Tera naam mash-hoor hai
Tere darpan mein main
Dikhu tujhe..-
Maine kaha,
-Khuda aisa zulm na kar,
Mere aashiq ko yun badnaam na kar
Haseen chehre dikha kar usko
Mujhse yun bewafa na kar!😭
Toh unka jawab aaya,
-Baimaan pe aise parda na kar,
Fitrat uski hai, mujhe gunehgar na kar
Tera aashiq sirf tera nahi hai
Uska yun intezaar na kar!😎-
°°বিয়ে°°
...কাল বউ-ভাত
ওদের আশীর্বাদ দিও,
থাকুক ওরা জন্ম সাত
সব ঝঞ্ঝা তুলে নিও।-
आज दिल फिर टूटा है,
दिल का जहां फिर हमसे छूटा है,
हम कैसे मनाए उनको?
जो रब हमसे रूठा हैं।-
महफ़िल में तन्हाई लिए हम चल दिए,
रास्ते पे मंज़िल की प्यास लिए हम चल दिए,
ज़िन्दगी की तलाश में,
मौत को रोक लिए, और हम चल दिए।-