Ab mjhe kisi ke aashirvaad ki zarurat nahi h, na hi kisi k saath ya pyaar ki zarurat h, ab mjhe kisi se koi umeed nahi h aur na hi kisi par bharosa h
Ab mjhe khud se akele aage badhna h, khud k liye khud ko khush rkhna h, khud ki nazaron m uthna h aur khud ko hi hausla bhi dena h, khud hi manzil ko pehchan'na h aur khud hi uss manzil ka rasta bhi khozna h, khud hi yeh safar tay krna h aur khud hi k liye prerna ban'na h
-