29 JAN 2018 AT 2:12

mai ab tumhara intjar nai karta,
tumhari yad me ratein kharab nai karta
ye ruhani ishq jo mujhe tumse
aur tumhe kisi aur se tha, ab nahin h shayad
mai ab tumse pyar nahin karta....

- Prabhat Dubey