Kuch kahna tha,
Ki aab badal gayi hu mai...
Haa!! Mohabbat aaj bhi hai tumse,
Par aab Jatana mushkil lagti hai..
Taklif hai kabhi kabhi par,
Use control karna sikh gyi hu mai..
Baat karne ka jab man karta hai,
Par aab tumhari bewafai yaad aati hai..
Aaj bhi bhut tumhari parvah hoti hai,
Megar beparwah kaise rahna, sikh rhi hu mai..
Badlav tumhare karan hua hai mujhme,
Par aab ismai he sukoon aati hai...
My Thoughts Pj — % &— % &
-