Poonam Biswas   (Bairagi)
921 Followers · 159 Following

Jio to har pal aishe jio,jaise ki akhiri ho !
Joined 22 July 2019


Jio to har pal aishe jio,jaise ki akhiri ho !
Joined 22 July 2019
18 SEP 2023 AT 1:52

Ijhar karna kuchh nautanki kaise ho skti hai ?
Tumhe usse pyar hai ,to din k suruat ya ant me kah to do.
Jab tumhare soch ki gali se uski gali takrayi nhi hogi ,
Tab to tumne jata dia hoga ,ki tum us par naraj ho , iska silsila din ke 24 baar bhi ho skta hai ,jab jab gali takrayegi nhi ,tab tab tum jahir kar hi doge .
To din me ek ya do bar pyar ijhar krne me burai Kha hai ?

Poonam ( Bairagi )

-


17 SEP 2023 AT 22:52

Majburi
Ham har chij ko majburi ka nam kyu de dete hai ,
Jab manne me kuchh tumhara Dil Raji nahi ,to ham vo kyu Mane ja rhe hai.
Ye jindagi na jane ,kitne karmo ke bad mili hogi ,
Fir bhi ye sirf dusro ki Khushi ke lie jiye Jaa rhe hai ?
Aur jindagi ke ant ki taraf ya shanjhh dhalne ke vaqt ,sirf ham khud par roye Jaa rhe hai .
Dil jise nahi manta ,vo na mano na .
Kisi aur ko kosne ke badle ,unki na hi sah lo na .
Dunia ko samjhana hoga ,ki tumhe kya pasand hai ,
Kyunki dunia aadi hai apni suvidhao ki chije tumse manvane me .
Do pal samjha kar dekho samjh jaenge ,
Na samjhe to teeshre bar bolne bhi vo na samjh payenge

Jio apne tarike se aur jeene do
Kyunki kya pta kal ho na ho
Poonam Biswas ( Bairagi )

-


7 JAN 2023 AT 14:35

Ek safar aisha bhi hai ,
Jaha sirf mai hu .
Mere khwahishen, mere khwab ,
Jha mujhe mai samjh ati hu,
Jha mujhe mai pasand ati hu .
Khamiyan hoti hai to unhe sudharkar mai mujhe mana leti hu ,
Ek safar aisha bhi hai ,
Jha sirf mai mujhe nazar ati hu ....

Poonam (Bairagi)

-


17 JAN 2022 AT 8:05

Kalam
Kalam ab chalti nahi
Kahi tham si gayi hai
Dil toota hai ya fir se kahi chala
Iski ab khabar nahi hai


Uthti thi titli si,
Gali rahti thi hawao me
Ab to mano parchhad sa hai
Ki kahi dhal si gyi in fizao me ...

Poonam ( Bairagi )

-


11 MAR 2021 AT 21:35

Pyar mil jae to khuda,
Pyar milke bichhre to vo ho jindagi bhar ki saza .

Poonam Biswas ( Bairagi)

-


11 MAR 2021 AT 21:33

Happy Women's Day
Han dard hota hai periods ke dino
Par it's ok yhi nature hai sayad ,par han is vaqt pyar dena

Han garv me bachha mere hi palta hai 9 mahine
Par han ye mumkin to tumhare sath se hi hai
Par 9 mahine mai kuchh anjani si rhti hu
Us vaqt har pal sath tum mera dena

Kma kar paise laa dete ho ghar me
Sambhalti hu ghar ko mai har dam
Par ghar ki jarurte puri karne me sath tum bas yun hi dena

Daal ,chawal tum hi le ate ho
Ghar ka rasan tum laa dete ho
Par khana jo bnati hu ,uski tarif pal pal Yun hi kr dena

Bachpan ki yaade chhor ati hu,
Tumhare,Janmdata, Jandatri ko apni maa baap banati hu ,
Kabhi kabhi mere bachpan ki khushi mujhe lauta dena

Kabhi bhul se man mutav ho bhi jae tumhari maa se to pls ham dono ko tum sambhal lena

Han har pal sath tum bas uhi dena
Utar charaw,achhe bure me bas tum un hi har pal sath dena

Thanx Men
Poonam ( Bairagi)

-


3 MAR 2021 AT 0:37

Kore kaagaj si hoti hai aurat
Jo likh de vo rah jata hai
Taral padartha jaisi hoti hai stri
Kisi bhi patra me daal do sab me dhal si jati hai
Shri akele sab sambhalti hai ,aisha nahi
Par ghar ki neev ke jaise hoti.hai.stri
Bachhe ,Saash Sasur ,Pati ka khayal rhakhti hai
Har pal sabko apas me badhe vo rakhti hai,
Pal pal sabka khyal
Pal pal ki jarurati
Chhoti si chhoti bate ,sab vo jatn se sambhal kar rakhti hai
Maa ,Biwi ,Saash ,Bahu ,sab roop me vo sawarti hai ,
Pati ka sath mil jae to chand ke daag ko paar kar aur dhero sari khushiyan vo khud se hi tarashti hai .
Ek naye bachhe ko janm dekar ,Dunia ko age vo barati hai ,
Ek naye sishu ko pakar usme mamta apar jagti hai ...


Poonam ( Bairagi)

-


24 FEB 2021 AT 23:03

Paid Content

-


24 FEB 2021 AT 22:40

Paid Content

-


24 FEB 2021 AT 22:19

Papa ap bhi mera kanyadan denge
Papa ap bhi mujhe mere hi ghar se vida karenge
Papa ap bhi kya mujhe paraya dhan kahenge
Kya ap bhi mujhe itni riti riwaj mangke ,mujhe kisi aur ke hath me saupenge

Na jane kitni siddat se ye kamra maine khud ke lie sajaya tha
Aur pata hai kitne laad pyar se mera har ek din unhone apne hath se sawara tha
Ungli pakad kar chalna sikhaye
Godi me karke pura anagan ghumaye
Tairna ata nahi tha to pith me chada kar apne karvate the talab ki sair
Bhalu bankar hasaye mujhe har ek baar

Vo baap mujhe aj kya paraya kahega,
Vo baap kya mujhe aaj daan me dega

Agar reeti hai to nibhaungi
Uske sath mai chali bhi jaungi
Par pyar mujhe tum sab dena
Jab man kare mujhe is ghar me ghumane lana
Mujhe khana banana achha nahi lagta
Rasoi bhi tum hi sambhalna

Mere

-


Fetching Poonam Biswas Quotes