Dard ko dard se milane ki bari aa gayi thi,
Magar dard ka koi iradaa na tha hume chodne ka,
Akhir rishta hi kuch aisa tha Dard se humara,,
Na choda jata tha,
Na nibhaya jata tha,
Na toda jata tha!!
Abh toh dard ka silsila tabhi khatam ho sakta tha,
"Jabh nind gehri ho jayein or Duniya hume niharne aa jayein!!"
*Dard ek aisi haseen dawa sa hai, jo kadwa or emmandar sa hai chodkr jata hi nai!!*- Piyushi Roy🌸
2 MAY 2020 AT 2:08