Wahi zindagi ka wabaal hai , kahe ka bta yeh Naya saal hai
Aagaz hi badtarr haal hai ,
Badha mushkil yeh Naya saal hai
Jashn mnaye kiska , aamade khushi koi nhi
Pr gham ka to zawaal h ,
Sard Mausam sa Naya yeh saal h
Wahi be-rang se Shamo-subah , har taraf nafrato ka gubbar h
Jaha saans Lena Mahal h , aisa Naya yeh saal h
Har ghadhi emtehaan h , shatranj ki yeh chal h ,
Navi ! Itna smjh lo yeh bhi aazmaisho ka saal h
-