Ladke
Vo ghar ka ek luta hua to kya hua
Zimmedari bhi to samjta h
Vo ghr me sbse bda hua to kya hua
Sbko khush bhi to rkhta h
Vo ghr me sbse chhota hua to kya hua
Sabka khayal bhi to rkhta h
Vo lakda hai to kya hua
Ro to vo bhi sakta hai
Pyar bhi to ho sakta hai
Khud se jada dusro ki bhi to parvha krta hai
Vo ladka hai to kya hua
Sapne uske bhi to hai
Bas vo ladka hi h jo
Jo apne parivaar ko bhi or uske parivaar ko bhi apna samjta h jo uski zindgi me aata hai
Vo ladka hai
-