Pawan Ojha  
46 Followers · 66 Following

Joined 30 July 2018


Joined 30 July 2018
7 FEB 2022 AT 4:25

Pass baithe hum humara haal unse pucha jaye na
Gair se ye duniya ki, saari khabar rakhte ho na
Waqt se kuch waqt nikal kr unka humse kuch kaha jaye na
Waqt par reply de, logo ko sath rakhte ho na
Faasle rakh humse, ye dooriyan woh mita paye na
Apno ki kuch shikayate, Gairo se karte ho naa.— % &

-


7 FEB 2022 AT 4:21

Adhure khuwaabo ke jakhm kurede kuchh iss tarah, lafzo se,wo kheriat le rhe the or lehze se, zeher de rhe the...— % &

-


13 JAN 2019 AT 13:11

Dekh Lena ek Din
Hamari Zindagi Main
Jo hoga
Thoda late hoga
Magar Latest hoga 🤩

-


6 JAN 2019 AT 16:57

Sab Lafzoon🗣️ ka khel hai...
Koi kafa😏 ho jata hai to...
To koi Dafa ho jata hai 😂

-


29 OCT 2018 AT 18:58

Zindagi mai khud ko kabhi Kisi Ensaan Ka Aadhi mat banaye,
Kyu ki Ensaan bohot khudgarj hai,
Jaab aapko pasand karta hai to aapki "Burai" bhul jaata hai,
Aur jaad appse nafrat karta hai to aapke "Acchai" bhul jaata hai..

-


29 OCT 2018 AT 12:49

Who Samay bhi kya khoob tha jab yaaron ki mahefil sajte the..
Na School, Na Duniyadari, Na Samay ki Parva karte hua Ghanto bita diya karte the hum...
Aise lagta tha ki Din ho yaa Raat bas chaiye yaaro ka Saath..

Who Samay bhi ajeb tha jaab teri baato ki liye khana pina bhul jaate the haam..
Mummy ki daat, Papa ki maar kha Kar bhi tere pass chale aate the hum..
Un Dino School aur Class to bhana tha yaaro se Milne jo jaana tha....


Kinaro paar Sagar ke khazane Nahi aate,
Kinaro paar Sagar ke khazane Nahi aate,
Phir Jeevan Mai laut Kar Dost Purane Nahi aate....



-


25 OCT 2018 AT 18:00

As a young man,
I cursed my father
for overshadowing me
with his limitless talents,
turning my entire childhood
anonymous

As I get older, I realize
the shadow I complained of
was actually the shade
provided by him to prepare
myself for the harsh world outside.


-


9 OCT 2018 AT 8:16

Zindagi Ka khel bhi ajeb hai jisse chaha
who mila nahi aur jo mila usse chaha nahi

-


8 OCT 2018 AT 9:58

Yaad hai mujhe,
Teri who kathaiye(brown) se aaakne ,
Tera who haar baat par muskana
Teri halki se aawaz par mera maan machal jaana ,
Teri who ek nazar ke liye lakho harkate Kar jaana,
Tera who Saath paane ke liye milo tak chale jaanaa...
Kya Yahi Pyaar tha...??
Na jaane anjaane teri aur baad Chuke the haam,
Khena to bohot kuch tha lekin tujhe dekhte he tham se jaate the haam,
Darta tha khone se tume , isliye chup se rehe jaate the haam..
Aakhir who din aa he gaya, maine khud ko thaama, Dil ko manaya aur bas bol he dala ki, mujhe tumse Pyaar hai ,
Kuch Chando ki liye maano saaas ruk se gayi thi, inteezar tha to bas usse ke Jawab Ka,
Dhemi se who muskaye, aur chale gaye dekar isse Pyaar ko naam Dosti ka.

-


5 OCT 2018 AT 13:50

Remember Your life is
A Question to your Dreams,
A Question to your Happiness,
A Question to your Destiny .

It's all your Hard work and Patience
which will answer your Questions

-


Fetching Pawan Ojha Quotes