Zayda chupi bhi aksar dard milne ka sabab ban jaati hai
Jab koi baat is dil mein humesha ke liye dabi reh jaati hai-
मेरी ज़बान मेरे ज़ज्बातो को इतने अच्छे से कँहा बता पात... read more
Dusro ke liye nahi hume to khudke liye kamyab banna hai
Duniya kya sochti hai is baat se na hume koi farak padna hai-
Koi bhi shaks apni marzi nahi badla hai
Jab dard had se bada to badlna pada hai-
तरकीबें निकालो तुम अपनी मंज़िल को पाने की
ज़माने तो लाख कोशिशें करेगा तुम्हें गिराने की-
Humaari tanhai ka jo yu mazak udaate ho
Tum to ek pal bhi tanha rehna se ghabrate ho
-
बीती बातों को याद करके भाला कब तक तू आखिर रोयेगा
कुछ कर ज़िन्दगी सवारने के लिए, तभी रब तुझ पर मेहरबान होयेगा-
Zindagi dav par lagaani padti hai
Tab hi shaksyit sagar si visal banti hai-
Kisi se utna hi milo jitna vo tumse milna chahta hai
Had se zayda hone par pyaar bhi zehar lagne lag jaat hai-
Aanhankar mein insaan andha ban jaata hai
Phir ache or bure mein antar kanha kar paata hai-
Insaan ki fitrat hai khokar hi kisi ko kimat pata chalti hai
Or paas hone par uski mojudgi hi use khalti hai-