Pauciloquent   (pauciloquent)
4.3k Followers · 18.3k Following

Joined 9 April 2018


Joined 9 April 2018
26 FEB 2019 AT 19:09

"Samajhdaariyaan le hi dubti thi din-o-raat hume ,ki jabse bewaquf hue tabse Aabaad Hein "

-


16 FEB 2019 AT 14:43

Masoom chehra , katthayi Aankhein .... Aur tanha dikhayi pdte ho , ishq e Bazar ka tuta-tata khilona dikhayi pdte ho .

-


14 FEB 2019 AT 14:12

Har Manzar ,Har Halaat ,Har Din ,Har raat,Har mausam ,Har waqt Har sheh, Har Maat saath rahenge....... Mai ,Tum aur Hamari Galatfehmiyan....

-


13 FEB 2019 AT 13:07

Khwahishein, zarooratein ,chalakiyaan aur zehar, sab Hai.... Aao ishq karein

-


12 FEB 2019 AT 9:42

Matlabon ke langad wo Roz feqta Hai Meri aur.... Yakeenan uski zaroorat -ae-patang mere chhat pe atki Hai

-


12 FEB 2019 AT 8:52

Mat-labon se matlabon ki baat nikala kijijiye
Tumhare lab tumhe aur matlabi banate hein

-


8 FEB 2019 AT 20:00

Shararat se sharafat tak ke is Safar mein khi kho sa gya Hai.... Gar mile to Zara dijiyega kuch udhaar bachpana Hume ....

-


24 JUN 2018 AT 10:12

Wo hume pyaar krte hein
"Unki" Ankho ko psand hai deedar hmari Aankho ka
Isliye wo taqalluf baar baar krte hein
"Unke" Kaano ko bhaati hai hmari andaz e guftugu isiliye wo dinraat intezaar krte hein
"Unke" haatho ko pasand hai chhuhan hmare haatho ki isliye wo itna karaar krte hein
"Unki" waahwaahi, unki shohrat, unki puchataachi me thodi dhalaan hai hmare na hone se isiliye wo hmare uper zindagi zar zar krte hein"
Aatmgrast ke mareez malum hote hein tabhi ye natak baar baar karte hein...

-


6 JUN 2018 AT 19:36

Haasil krne ki chah mein unko, Jazbaton ke jo khrche hue,
Thuge hum tab gye jab hamari siskiyon se jyada unki hichkiyon ke charche hue

-


27 MAY 2018 AT 9:15

(Story in caption)

-


Fetching Pauciloquent Quotes