parth rana  
64 Followers · 34 Following

Joined 15 February 2018


Joined 15 February 2018
2 APR 2022 AT 0:19

'Halat itne hath se fisalte chale gaye,
Din baar din bhav sab me badh ne lage,
Sukar manao abhi yaha tak hi badhe bhav, sirf rojindagi ki zarurat pr bhav badhe,
Abhi voh halat bhi najdik hai apno se apno milne ki soch k daam bhi bhav badhna chalu ho jayega,

Uff yeh mahengai sirf gale milne pr bhi mahengai badhne lagegi'— % &

-


28 JAN 2022 AT 23:21

Baatein hai kai sari
Lafzo k mohtaz ki duniya,
Sachai ko parakh ne ki khawaish logo ki
Fir juth ki zanjir mein khud ko Ulajana
Baat sirf choti si hai...
Jo hai saamne hai usko dekhna nahi,
Risto ki methe pal ka Ehsaas nahi
Baat yakinaan sach hai dusro smjna jaruri nahi,
Lekin jo khud k aas paas hai usko smjna jaruri toh hai..

— % &

-


14 MAY 2021 AT 0:02

Akashar in khwabo ki gali me khona chahta hu.. Jab tak insaan hu tab tak us gali mein jena jaanta hu.

-


3 APR 2021 AT 20:29

Khawabo ke panno me thoda rukte chale jau..
Zindagi kya hai uska tajurba lete jau...
Aane vale pal ko aaj me talashtein jau..
Bitte hue palo me khushiya lete jau...
Bas itni si khwashein meri..
Ki meri maa ka aishrwaad hamesha, harjagaah lete jau.. — % &

-


9 MAR 2021 AT 1:53

Rukk kyu gaya badhta chal,
Darr se apne ladhta chal,

Yeh log toh baatein banate rahenge,
Tu khud ka soch aur Chalta chal ! ❤

-


31 JAN 2021 AT 8:31

Haste rahoge toh duniya
sath hai,

Varna aansuon ko to ankho
me bhi jagah nahi milti.

-


31 JAN 2021 AT 8:22

"Udaasiyon mein bhi
raste nikal aate hai,

Ajeeb dil hai girun
Toh bhi sambhal leta hai."

-


30 DEC 2020 AT 1:35

વાત...

વાત કરવાની પાછળ વાતો છે..
વાતો કરવાની પાછળ કારણ છે..
કારણ થવા નુ પાછળ કદર છે..
કદર કરવાની પાછળ પસંદગી છે..
પસંદગી કરવાની પાછળ પ્રેમ છે..
પ્રેમ કરવાની પાછળ દૃષ્ટિકોણ્ છે..
દૃષ્ટિકોણ્ કરવાની પાછળ મન નુ મેદાન છે..
મન નુ મેદાન થવાની પાછળ મન ની અંદર લડાઈ છે..
મન ની અંદર લડાઈ થવાની પાછળ વહેમ છે..
વહેમ થવાની પાછળ વાત છે..

વાત કરવાની પાછળ વાતો છે..

-


16 DEC 2020 AT 18:03

Uhh na ungliya sab pe
uthaya na karo,

Kharch karne se pehle
kamaya karo,

Zindagi kya hai khud
hi samaj jaoge...

Zindagi kya hai khud
hi samaj jaoge..

Barisho mei kabhi patange
bhi udaya karo,

Zindagi kya hai khud
hi samaj jaoge..

Zindagi kya hai khud
hi samaj jaoge...

-


8 DEC 2020 AT 0:37

I seriously wonder:

How many highly Intuitive,
Intelligent and totally Sane Women
and Men

have been labelled as crazy

because they got too
close to figuring out
someone else bullsh*t.

-


Fetching parth rana Quotes