Pari👸   (Pari👸)
189 Followers · 184 Following

read more
Joined 25 November 2020


read more
Joined 25 November 2020
8 NOV 2024 AT 13:45

Tammana karte ho ap jin khushiyon ki
Vah khushiyan apke kadmon mein ho,
Ishwar vo sab apko hakkikat mein de
Jo apne socha sapne mein ho

Happy Birthday 🎂🎁

🍫🍨🍰🍧🍦🧁🎂🎁🎉🥳🎆🎇🎊

-


8 NOV 2024 AT 13:18

Samay to rukta nahi hai

Kami to kuch nahi hai



-


22 OCT 2024 AT 17:41

Hathon mein yuhi hath rahe

Zanmo ka yuhi sath rahe

-


11 OCT 2024 AT 16:58

Dil ❤️

Chalo khele antakshari Dil pe ,dil words pe song alag songs alag alag comment mein ek jaisa comment nahi hona chahiye
Bachpan yad karte hai aao antakshari shuruat karte hai ☺️

Mine is - Tum dil ki dharkan me rahte ho rahte ho,
Meri in sanso se kahte ho, kahte ho,bahon me aa jao sapno me kho jao

Now your turn 👍

-


11 OCT 2024 AT 16:50

Happy Diwali 🪔
🧨🎆🎇💥

Aa rahi hai fir se Diwali
Bhar jaye sabki jholi☺️🙏
🕯️🕯️🕯️🕯️🕯️🕯️🕯️🕯️🕯️🕯️
🪔🪔🪔🪔🪔🪔🪔🪔🪔🪔
🧨🧨🧨🧨🧨🧨🧨🧨🧨🧨
🎆🎇🎆🎇🎆🎇🎆🎇🎆🎇
💥🧨🎆🎇💥🧨🎆🎇💥🧨🎆🎇

-


10 OCT 2024 AT 17:20

Mat dhundhu...

Ki duniya mein khoobsurat
Kon hai...
Dekhna hai to use dekho...
Jiske hone se
Apki duniya sunder hai ...!

-


19 JAN 2024 AT 15:37

Hamara bhi kabhi vaqt ek din zarur ayega
Zamana hamari udan dekhega

-


16 JAN 2024 AT 18:49

Jise insan sabse jyada apna samjhe
Uske liye sab kuch kare
Jab vo hi na samjhe
Or gandi tarike se bat kare
Or behave kare
Kitna dukh hota hai
Dil tut jata hai
Akele ho jata hai

-


11 JAN 2024 AT 20:57

Pta nahi kyun hamesha
Khone ka dar rhta hai bas
Ab kuch khona nahi chahte

-


10 JAN 2024 AT 16:42

Naya din hota roj
But sb kuch vahi purana
Jb din k sath kuch nya ho to acha lage
Us naye din k intezar mein 🙇

-


Fetching Pari👸 Quotes