15 MAY 2021 AT 0:34

šŸ’– ā€¢ā€¢ā€¢..Duaaon Ka Roop Hai..ā€¢ā€¢ā€¢ šŸ’–

Chahe saath na ho hum tum
Chahe paas na ho hum tum
Chahe ho na mulakatein kabhi
Ho na aapas mein baatein kabhi
Chahe Door ho hum kitna hi, Par sach toh hai bas itna hi
Mere hone ka matalab tu hai, Main hun Jahan wahan tu hai
O pyari - pyari bahna meri
Main bhool jaaun tujhko
Aisa hoga na kabhi
Rab se bhi pyara mujhko tu hai
Mari kahaniyon ka kissa tu hai
Yuhin tu muskurati rahe
Koi gam na tujhe chuye kabhi
Itni si hi hai khawaish meri
Tu meri
šŸ’– ā€¢ā€¢ā€¢ Duaaon Ka Roop Hai ā€¢ā€¢ā€¢ šŸ’–

-khawahishon ke "Pankh"






- Khawahishon ke "Pankh"