Jab kuch samjh naaa aayaa
Phir kud ko samjhaayaa
Kun huun mai
Kyaa karne mai ayaa
Auur kaayaa, ab talak mai kar paaya
Naa bahaane naa banaa
Ab waqt nahi inn bahaano ke
Warnaa rah jayegaa tu piche
In zaamano ke
Khushi naa dund ab kud ki
Soch jara unke baare mai
Jo tujhe yahaa tak hai laaya
-
Insta: pankaj.ku.yadav
Wo chaabi sambhale baithe rahe
Koi tizoori uthaa le gayaa
Log lage samjhane unhe
Wo logo ki sun
Haste rahee...!
Aaur kahaa,
Bete ham un zamane sehai
Jaha chhori hona
Aaam baat hai
Hamari chaaabhi sone ki hai
Aur tezoori lohe kaaa....!
-
Ek zamana tha
Waqt kam pad jaata
Baaton mein tumhare
Ek zamana aaj hai
Naa naa tum sath
Naa tumhari koi tasveer sath hai
Hai magar ekh
Yaadon kaa pitaara
Sambhale rakha hu
Bade hi mahfuz se
Naaa bataaya kishi ko naa bataunga
Magar jo jazbaat mere
Jo dafn ho gay
Likhta raha aur likhta rahunga
Naa jaane kitne lafz likh gaya
Hame ab yaad nahi
Magar tumhe bhul gay
Asi avi hamare sabdo mein
Ashi koi baat nahi
Baat hone se kabi
Ham to kuch nahi bateyange
Mere har ek sabd tumhe batye
Bin baato ke v
Ham tumse kitna baat karte hai
Itne saalon ke baad
Ke baad v,
Ham aaj v tumhe yaad karte hai....!-
Wo chal to rahe the
Sath mere
Magar chalte chalate kahi ruk gay
Wo dosti ke kishhe
Khaniyo mein badal gay
Magar ab bhi hai bharosa
Yaa shirf hai ye mera ekh vaham
Wo chal to rahe the saath mere
Magar chalte chalte khahi rukh gaye...!
-
Naa chahu sambalna, khud ko
Isbaar
Ho chukaa hu ,
Aauur , honaa chahaaata hu
barbaad aur ek baar,
-
Jin doston se kuch alag bate
Hua karte the
Aaj wo, bin baat ke alag ho gay..!
-
Khusi se khudkhusi kar
Gum se q gale lagaya
Chalo chle jaane do
Jise janaa hai,
Phir q hi naa laut kar aaye..!
-
Andar se hu chikhta
Bahar se utha hi Khamosh hu
Naaa jaane q main apne aap se
Naraaj hu,
-
Main ab v karib hu tere
Besakh thodi dhori hai,
Ab sochta dhoor hi ho jau tujhse
Sayad , ye duriyaa zaroori hai
Han, pata hai tumhe fark nai padta,
Mujhe v fark naa padnaa zaroori hai...!-