Taaro ki mehfil mein ek chilman si jalti hai..khawabo k seher na basao jaanab haqiqat mein mohobbat kaha milti hai..
-
Kuch lamho mein mehsus kerte hai ishq tumara .. per kuch waqt mein hi door ho jaate hai.. tum bhool na jao kahi ishq humara is baat se ghabrate hai..
-
Umeed lga na ishq ki tu... Ye Ishq bda satayega, Ab jo thes lagi tujhko tu Fir se na uth payega.
Fir bator k tukade dil k.....tu khud ko roz jalayega... Jo bhul gya hai ab tujhko vo vapis kabhi na ayega..-
Tum ho to lgta h pure hoge jo bhi mere sapne hai... Tum ho to lagta h chalo kuch to mere apne hai ..
Tum ho to her Lamhe mein khushi nazar aati hai...
Tumare bina kaha mujhe ye duniya raas aati hai...
Tum ho to mein hu .. tumse mein, tumara mein hun.-
Kyu kuch ajnabi apne se ho jaate hai.. aap door bhi hona chaho fir bhi kareeb aate hai..
kehte fir kisi roj ki door hi rehna humse janab, rishtein pyaar k hume samjh nahi aate hai..-
Na keh sakte hai kuch na ab seh sakte h kuch... Haal e Dil bta ne k kabil nahi hai..
Thak gaye h dhundh k khud ko tumari akhon mein.. shayad hum dil laga ne k kabil nahi hai.
-
Kabhi paas betho tumse bohut saari baatein kerni hai, dekhna h jee bhar k tumko , kuch Khush lamho ki potali bharni hai..
kabhi Betho paas mere....-
A women.. childrens and dogs are Always loved un-conditionally.. but a men is always loved under a condition that he provides somthing.
Sounds bad but sadly true..-
Lgao na tum daam mera, mujhme bhi hai jazzbaat kai....
Apna bhi hai ek vyaktitva mera.. kya bin paise meri koi aukat nahi?💔-
Haal -e- Dil kuch esa hai,
Ki rooh tak pareshan hai,
Na jaane ye asar hai aaj ki fikr ka,
Yaa cherdi koi purani yaad hai.-