Ghar ki aangan me chahkti thi ek chidiya
Maa ki pari Papa ki thi duniya
Ek rat sapno ki saugat le Chali suni rasto pe
Usko kya pta ki uski armano ki udne wali h dhaziya
uski chikhe uski aawajo ko sun maun ho gyi sari galiyan
Ghar ki aangan me chahkti thi ek chidiya
maa ki pari Papa ki thi duniya.....
-