Kya haseen lamha tha Ush baato ka
Jaha hasi thitholi jayad honi li saugado ka
Kya hassen lamha tha ush yaado ka
Milte naye shaqks kattati un rato ka
Kya fikr srif mere mathe pr haya jikr tere labho pr bhi hota hai
Milta hai kya waqt tujhe dhundhne mulakatto ka
Kya tanhayi mili mujhe or
Soyi teri yaado ka
Kya haseen lamha tha teri meri baato ka
Der rat tak hoti unh sharing vali batoo ka
Waqt kaat jate the kayi saal phele bina soche krte
Aj milte hai kayi anjan se apne
Jinko har waqt samjhna ya samjhana pdta hai
Milta nhi dil or mukarta har ek lamha hai
Kya hasseen hota lamha
Chupta badlo sang rhta kon apna hai
Kaise kru dil se fariyd jeeta samye ka palra hai
-
рддреЗрд░реЗ рдкрд╛рд╕ рдореЗрдВ рд╣реА рдереЗ рд╣рдо
рдкрд░ рддреБрдЭрдХреЛ рдЦрд╝рдмрд░ рдирд╣реА рд╣реИ рдореЗрд░реЗ рд╕рд╛рде рдХреА
рддреЗрд░реЗ рд╣рд╡рд╛рдпреЛрдВ рдореЗрдВ рд╣реА рдереЗ рд╣рдо
рдкрд░ рддреБрдЭрдХреЛ рдЦрд╝рдмрд░ рдирд╣реА рд╣реИ рдореЗрд░реЗ рдПрд╣рд╕рд╛рд╕ рдХреА
рддреЗрд░реЗ рд░реВрд╣ рдореЗрдВ рд╣реА рдереЗ рд╣рдо
рдкрд░ рддреБрдЭрдХреЛ рдЦрд╝рдмрд░ рдирд╣реА рд╣реИ рдореЗрд░реЗ рдкреНрдпрд╛рд░ рдХреА
рддреЗрд░реЗ рдзрдбрд╝рдХрди рдореЗрдВ рд╣реА рдереЗ рд╣рдо
рдкрд░ рддреБрдЭрдХреЛ рдЦрд╝рдмрд░ рдирд╣реА рд╣реИ рдореЗрд░реЗ рдЗрдВрддрдЬрд╛рд░ рдХреА-
Jee me junoon ho.
Toh manjil door nhi lgti
Hosale me joosh ho toh
Rahey bhi kathin nhi lagti.
Sapno ko pane ki raha ki
Kadam apne bdte hai
Or irrade sache ho toh
Kamyabi door nhi lagti.
Raha agar door lage
Toh manjil sahi chuni hai
Saflta ki manjil kabhi aashan nhi lagti
Jeet ki samne har takleef meethi si lagti.-
Tu sun meri faryid
Kyu hai itna udaas
Mana ab hum sath nhi
Pr yhi toh thi teri aash.
Duniya me kbhi aate ups and down
Sab milte hokr wound
Sunte nhi apne dil ki baat.
Or kar baithate khud ko nuksaan.
-
Apno ke kathir apno ko chora.
Pyar se door krne ke faisle ne mujhko todha.
Kis khudgadi ka khitab ho tum
Naye paane ya purani kitab ho tum
*┬йPallavi Mandhyan*-
Bachpan me payal phena chalna shikhte
Bade bante humhe humari haadein samjhate
Laga kar nanhe pankh jo uddhne ke sapne dekhate
Phir unhi ko kutarne ki duhaye dekr humsha humare sapne cheen jaate.
Kabhi humhe hamre roop rang se tolte
Kabhi hunhe gudiya ki tarah tatolte.
Samjhote hote humare sapno sang
Hu mai ladhki kh har darmiyo ki yaad dilate
Kaapdo ki lambai se tum karte ho tulna
Na chaha humne phir bhi ki tumne humari gadhna
Suna socha hai sabse
Ab yahi hai dua rabse.
Mante ho agar shakti
toh karne do usko faisala uski marzi.
Ki karna kya hai usko. Or kisko deni hai saja.
Kisko rhna hai zamin par or kisko chuna hai aasma.
Kya khata hai meri kis baat ki mil rahi hai saja.
Aaye mere rab ab tujhi mujhe baat.
Hu mai ldhki kya yeh hui meri khata.-
Ushe kya fikr humare hone na hone ki.
Duaye toh humane uske jeene ki mangi hai.-
Apno ki khwashiyo ke samne humne dam thode apne pyar ki.
Ab kya jarurt pde mujhe dilagi nibane ki.
Sune me toh khud rache the chal ushne.
Mujhe bana apna. Chod kar jane ki.
Fikr se kiya bekhabr or dekhe sath manjil ka safar.
Tuta dil or na mili malham kise bhi dawakhane ki.-
Tere ishq ke diwane hue fidhte the hum.
Tumne toh pagal karar de diya.
Chahte the ish Krishna ki radha banana.
Tumne toh sare aam meera ka khitab de diya.-
Zindagi ek karz...
Zindagi karzo tale yuh dabi hoti hai.
Jis kadar maa ki ichaye chupi hoti hai
Sukh bhari raato me tu yuh soti hai.
Ish kadar pita ki kurbani dhaki hoti hai.
Zindagi karzo tale yuh dabi hoti hai.
Meri baate bheno ki mastiyo sang saaji hoti hai.
Bhai ki choti choti gushtakiya raksha tale dabi hoti hai.
Zindagi karzo tale yuh dabi hoti hai.
Risthe daro se nokh jokh lagi rahti hai.
Yaaro sang nukar par voh paanch rupaye vali chai ki mehfil sazi hoti hai.
Zindagi karzo tale yuh dabi hoti hai.
Career or pyar me uljhan machi hoti hai.
Raytoh se zindagi me khushiyo ki qurbani si lagi hoti hai.
Zindagi karzo tale yuh dabi hoti hai.
Zindagi karzo tale yuh dabi hoti hai-