PADMALOCHAN TRIPATHY  
606 Followers · 59 Following

Hum shaayar hain janaab
pyaar k Samandar mai gotaa Laga k
Shabdon k moti chun La ta hain
Joined 20 May 2020


Hum shaayar hain janaab
pyaar k Samandar mai gotaa Laga k
Shabdon k moti chun La ta hain
Joined 20 May 2020
30 AUG 2020 AT 9:24

Dil ka Darwaja khole
Rakha Hai
Tere Aane ka intezaam
Kiye Rakha Hai
Kabhi Aa kar Dekh
Mere Dil ke kamre mein
Teri yaadein Sambhale
Rakha Hai

-


24 AUG 2020 AT 9:15

Pyaar Lafzon mein Kahan Bayan
Kiya ja Sakta Hai
Pyaar To ek Ehsaas Hai
Use sirf mahsus Kiya ja Sakta Hai..

-


16 AUG 2020 AT 9:18

Tumhare saath Safar Hamara
Chhota saa Raha
Jitna bhi Raha yaadgaar Raha
Tumhari kuchh yaadein hain Jo Rah
Jaenge zindagi Bhar
Bar naa Kahan Rahega sath
Zindagi Bhar.

-


12 AUG 2020 AT 9:21

Lagta hai khuda ko Jannat mein
Mushaira sajaana hai
Isilye to Dharti se Rahat sahab
Ko Bulaliya hai..

RIP
Dr Rahat Indori sahab

-


10 AUG 2020 AT 9:09

Ham chale the Mohabbat ke Safar
Mein
Manjil to chhodiye sahab..
Ham to Rasta v Bhatak Gaye..

-


9 AUG 2020 AT 9:19

Zindagi main itni takleef kyon hain
Ager Mohabbat zindagi hai
To itna faasle kyon hain ?
Koi Bataye mujhe
Dil apna hai
To kisi Aur ke Liye Dhadk ta kyon hai???

-


8 AUG 2020 AT 9:31

Khoya khoya sa Rehta Hoon
Jab Tumse Baat Nahin Hoti
Dhalta nahin Din mera
Jab Tumse mulakat Nahin Hoti..

-


7 AUG 2020 AT 9:40

Tumhare saath ladte ladte Tumhari
Parwah si ho gai
Tumse mil ta mil ta Tumhri
Aadat si ho gai
Na Dekhun to Tujhe Dar sa
Laga Rahta hai
Dosti nibhate nibhate
Tumse Mohabbat si ho Gai..

-


6 AUG 2020 AT 9:20

Ya mera Dil ha
Tumhra khilona thodi
Hai..
Jab ji chahe khel liye
Tod liye
Fir se jod liye..

-


5 AUG 2020 AT 9:20

Aye khuda woh Aasman ki
Udan Hamen mat de na
Jo is Dharti se Hame
Juda kar de..

-


Fetching PADMALOCHAN TRIPATHY Quotes