Dekh kar tasweer teri, aaj bhi muskuraa hum jaate hain.
Soch kar yaad ko teri, likh aaj bhi hum jaate hain.
Tujhse jo hum mill paaye, isski khush aaj bhi hume ho jaati hain.
Ehsaas tak bhi jab ho teri maujoodgi ka, saaans aaj bhi tham jaati hain.
Baat ho jab bhi pyaar ki, Dil aaj bhi ye hi kehta hain, khair tu nahin toh tera armaan hi sahi.
Bas apni yehi daastan soonaakar tujhe zinda apne andar aaj bhi hum rakhte hain.
-