Kasam khate the ki hayat-e-safar hu tumhari...
Safar mai usko hijr ka lafaz yaad ah gaya...
-
Fb:https://www read more
Ajj be dil mai hai wo istarha, ki kisi aur say matlab he nahi kuch...
Jo ankhay dondte the ussay, ajj be hai ye nam kuch....
Ajj be machal ta hai dil, jabki bacha he nahi kuch...
Magar jab be dekhta hu tasveer uski, to ankhu say girtay hai zooror ansu kuch....-
Umeedu kay daryawu mai behta hai kisi ka deedar...
Har bond bond mai hai uska lab-o-rukhsaar..
-
Kiv aik waday mai,tumnay khud ko nilam karkay chod diya,
Kiv Naqsh-e-fani mai, mudaat-e-hayat kisi aur kay nam kar diya,
-
Pata nahi kya aib(عیب) hai meray daman mai...
Sab bichad rahay hai mujsay, ahista ahista...-
تیری ان جھوٹھئ امیدو سے کیا ہوگا شرار۔
لاگ نکلتے جیا گے زندگی سے بے شمآر۔
گھم گین ہوکے جو تم بیٹھے حو اس ترھا ۔
کیا کوئی آیا گا تیرا ہاتھ تھمنے کے لیے۔-
Meray dil mai kya tha, bas teri seerat kay alfaz thay,
Mai tumhai keh na sakha, tum unhai kabhi samaj na payai..
Meri nazar mai tum, meri nazar mai bas tumhara aitbar tha..
Mai tum pai karta raha, tum ussay kabhi samaj na payai..
Meray har sawal ka, bas tum he jawab thay,
Mai tumhai kabhi kar na sakha, tum unhay kabhi samaj na payai..
Meray zehan mai tum, zuban pai bas tumharay alfaz thay,
Mai tumhai kabhi keh na sakha, tum unhay kabhi samaj na payai..
-
Mai raxche gayam fana chanes khayal manz,
Cxe koruth raet ratas shab bedari kimsin khayals manz..
Osus raet ratas zarparas temis, eichan hund jam heath..
Cxe asekh ulfatuk jam heath, khabar kimsin khayalas manz...-
"Qayamat khud kahay ge , qayamat kiv aye"
Musht e kahak bay kapday, phutlay sajay hai dukanu mai...
Ilm bik raha hai sadku pai , jhootay saj rahay hai sheshu kay khanu mai....
Koyi bhookha mar raha hai, koyi janwaru ka janam din mana raha hai...
Koyi nangay pawo chal raha hai, koyi croreu ki gadi say ja raha hai.
"Ye nizam hai meray shehar ka,
Ye nizam hai meray shehar ka"-
Ye kiskay cheray mai, mujai uska aqs dikh gaya...
Ye insan to wo nahi, wo chehra iska kesay hogaya..
-