Har kisi se pyaar nibhana wafa nhi hota,
Sirf bichad jane se koi judaa nhi hota ,
Ase to sb koi pyar ka dekhawa krte hai,
Par yaar dekhawa krna pyaar nhi hota,
Aj sabki majburiyaan hai juda ho jane ki
Par Har chodne wala bewafa nhi hota...
Ache se dekhogay to samjh paogay is Duniya ko...
Yeahan koi mtlab ke bina yaar nhi hota,
Koi mtlab ke bina pyaar krne wala mile toh khush-naseeb ho tum,
Kyu ki Har kisi ka Naseeb "khush" nhi hota ~ ✍💞💫
-