Nitin Singh Tatrari   (Shayarjann)
42 Followers · 26 Following

Joined 27 May 2018


Joined 27 May 2018
4 MAY 2023 AT 1:07

Jab jab Jo bulayga dil se..
Tab tab ayga shayarjann milne...
Layga phir vo pyar ke nazme..
Jo jagayega apke dil ke nagmai...

-


4 MAY 2023 AT 0:39

Agar chahat hoti tu meri..
to kabka paa lete tujhe...
Magar pyaar hai tu meri..
islia khud ko samza baithe...

-


24 DEC 2018 AT 15:21

Mann ka na suniyo,
Ye to bavla hai..
Mann to hai chota,
Bara tera abhiman hai...

-


1 AUG 2018 AT 18:43

Pyasa tha mai..
Aur pyasa hi reh gaya...
Kua ki talash mai..
Samunder ko pa lia...
Chuma jab mene isse..
Tab pata chala...
Mere fatte hotone ne bas..
Dard hi Liya...

Chahat meri bebasi ban gayi..
Aur dard hi mera sahara reh gaya...
Pyasa tha mai..
Aur pyasa hi reh gaya...

-


5 JUL 2018 AT 11:57

Ekk larki ko dekha to aisa laga..
Ki ruk gayi iss dil ki zuban...
Aur Na pucho phir kya hua..
Vo dekhi mujhe aur jamana tehr gaya...

-


3 JUL 2018 AT 0:06

Nasamaj dil to behna chahata hai..
Kabhi batto mai, kabhi yaado mai...
Akalman dimag usse rokna chahata hai..
Kabhi pyar se kabhi dat se..
Hum to yuhi bich mai phas jate hai..
Bina izhar ke, bina takrar ke...

-


29 MAY 2018 AT 20:01

Khushi ki kaliyo par chamak na damakti,
Jab tak tumhare pyar ki oos na barasti..
Kali ghani raato mai raah na dikhti,
Jab tak tumhare fikar ki chandni na jhalakti..
Aur Dard ke samundar ki gehrai na napti,
Jab tak tum humse na bicharti...

-


29 MAY 2018 AT 0:52

Uski ankhoo se nikali unn kuch boondo ne
Mana liya uss pathar ko bhi bahe jane mai...
Hum to yuhi khudko sakt samajte the
Jhuka diya humko unn aakhoo ki jhapakiyo ne...

#Shayarjann

-


27 MAY 2018 AT 20:38

Bat bas itni si hai..
Tu hakikat mai nahi
Khabo mai hai...


#Shayarjann

-


Seems Nitin Singh Tatrari has not written any more Quotes.

Explore More Writers