Kayamat k roz farishton nai jab manga jindagi ka hisab
Khuda Khud muskara kar bola jane do Mohabbat ki hai usne
-
25 JAN 2018 AT 10:59
20 JAN 2018 AT 14:46
Teri har bhool mein kahin shaayad
Hum bhi shaamil hain gunahgaaron se...-
20 JAN 2018 AT 8:36
Tumhare rask n mujhe badnam kr diya ,
Tum meri thi or tumne khud ko kisi or kr diya...-
20 JAN 2018 AT 8:21
Seekh kr gyi h wo Mohabbat mujhse,
Jisse bhi kregi bemisal karegi...-
12 JAN 2018 AT 21:12
Mausam bahut sard h ..
Aae Dil chal kuch khwaisho ko aag lagayein...-
12 JAN 2018 AT 15:48
Jb bhi tuto akele mein tutna ,
Kambhakt ye duniya tamasha dekhne mein mahir h...-
12 JAN 2018 AT 13:22
Kisi ko itna majboor na kro ki ..
Uski khamoshi toote or tumhari dhajiyan udda de ..-