Purani Tasveer
Ek tasveer hain teri mere pass
Teri yaad ate he usey dekh liya karta hoon
Muskurana chordiya hain maine
Khush hote he tera hasta chehra yaad kar liya karta hoon
Na jane kab tu wapas mere sapno mein ake mujse dubara milegi khayal iss baat ka bhi kiya karta hoon
Fir kahi diwar pe lagi teri tasveer dekh tujhe kuch kavitaye jo maine tere he mohhabat mein likhi tujhe sunna diya karta hoon.- Nishan Singh Toor
25 MAY 2020 AT 13:57