Lamhe ko thamne humare bas mai nahi tha
Tumhe rokna humare bas mai nahi tha
Dil toh chahta tha tum khud hi ruk jao
Par tumme rukne ka voh jazba nahi tha-
Rango se bhare aasam ne sirf aik baat puchi khud ki patang udane k liye kyu kisi aur ki dor kaatna hai zaruri?
-
Bas aik hi khwaish thi usse apna banane ki
Par himmat hi naa hui usse kabhi batane ki
Bas aik mauke ki talash mai har waqt rukti rahi
Voh kisi aur ka ban gaya aur mai siskiya leke roti rahi-
Bas aik hi khwaish thi usse apna banane ki
Par himmat hi naa hui usse kabhi batane ki
Dil ko bohot chot lagi jab voh kisi aur ki bani
Par usse khush dekh mai bhi khushi se ro padi-
Hum nahi jaante aur kitne dard aap chupa rahe ho, humari khushi k liye aaj bhi aap muskura rahe ho
~ Papa-
Maa baap ki ungli thambe chalna sikhe hai hum
Par zindagi ki raah pe chalna guru Se sikhe h hum
Maa baap Se uccha koi darja nahi hota par guru k darje ko unke samaan mante hai hum-