Na matlabi log hote the..Na hi sirf Matlab wali baatein hoti thi..!
Wo bachpan hi thik tha jaha bina wajah bhi doston ki mulaakaatein hoti thi..!!
Na mathe pe koi sikan..Na hi toote khwaboon ki yaadon wali wo raatein hoti thi..!
Wo bachpan hi thik tha..Jaha sukoon bhari neend wali wo raatein hoti thi..!!
-