Aawara sa ghumta hun tere didar me
Tum aati ho chhat pr bade intzar ke
Kya samjhu is rishte ko bina izhar ke
Mere dost puchte h
Tumhe bhabhi keh kr pukar le-
The Middle Class Travel
Ye vehshat, ye yaade , ye tanhai , wafa
hami ko Mubarak
Mai aaj ki tarik kese bhulunga
Agr Kahi mile to usee kehna
janamdin mubarak
-
कोई सुनने को तैयार नहीं
पर मै पागल अवारा बेकार नहीं
और मैं लगा हुआ हूँ अपनी
रेस को दौड़ने में
ये भीड़ चल का मोहल्ला है
यहाँ मेरा कोई काम नहीं-
(FIRST LOVE)
Tum puchti ho Mizaz mera
Mai pehle se jada Barbad hun
Lagi hai aag sheher me
Or mai bujhi hui rakh hun
Vo agr nikle ghr se to btana
yeh musafir
Mai uske pero me lgne wala pehla
Angara hun
-
Pta nhi kya hua mujhko
sab mera badla badla haal puchte hai
Sab ko keh deta hun thik hun
Msla to ye hai ki
mere apne bhi ye sach maan lete hai-
Naa jano haal mera
mai apni hi galtiyon ki saza bita rha hun
Koi puche haal mera to kehna
mai apni mohobbat nibha rha hun .-
Ye ek Safar hai
khud ko khud ki hi galtiyon me
fasane ka
Kiu tehrate ho glt khudko
Ye sara msla hai
mohobbat ko gale lagane ka-
Mai apne hijr me sabko bhulna chahta hun
kashkr pakad rakhi hai jo tasveer
Usko mai jalana chahta hun
Mehkhane me ab koi botal bachi nhi
Mai ab muat ko gale lagana chahta hun
Hai meri khuaish usko pehchane mere naam Se
Dekho mai usko kese kese manana chahta hun .
-
Tere se hui bt ko tarasta hun.
Mai apne kamre me
tere aehsas ko rakhta hun.
Rakhta hun machish, chaku ,gagan jaal tak sath rakhta hun.
Tujhse milne ki aasa me
Sapne me tujhe dur jate dekh -Apne sapno se bhi darta hun .
Darta hun har us chiz se jo alg krti hai humko isliye sambhal kr tere tofe bhi rakhta hun.
Fasle buhut hai tere mere darmiyan
Mai fir tujhse ek mulakat ko tarasta hun .
-
Pareshani hai
Dilo ko jod kr rakhne ki
Har koi chahta hai aazadi apni
Mai puchta hun unse mohobbat kya hai
Vo kehte hai
Hume aadat nhi dilo ko gulam banane ki
-