,जो ईश्वर के निकट रहना चाहता है,जो सभी समस्याओं को जानता है और स्वयं को समायोजित करता है,जो मनुष्य दुःख को अपने कर्म का फल मानता है,अन्यथा यह उन लोगों के लिए एक छोटा शब्द है जिनके पास खुशी खरीदने की शक्ति है (पैसा)
-
Kahan khusi ki kiran
Aur kahan gum ka nishani hai
Sab kehte hain nayi ujjalo k sath nayi umeed aajate hai,per apna to kuchh alag baat hai 😓
Subah aankhen khulte hin raat ki gum fir se lout aati hain.-
मैंने क्या बात किया इसलिए कुछ लोग सोचते हैं कि मैं उनसे प्यार करता हूं, लेकिन असल में यह प्यार नहीं सम्मान है, इसलिए हर किसी के सम्मान को प्यार के रूप में न लें, सम्मान लें और सम्मान दें।
-
Yun to me akeli thi ab bhi akeli hun
Phir kahan se beech me khayal aata hai ki " main sabki pyaari hun".
Phir wahi dhoka wahi aanshu Jo me saloon se piiti aa rahi hun,
phir na jaane kyun bar bar ye bhul rahi hun ki "yaar me to abhi piike aayi hun"-
Kyun milta hai koi unjan banke.........
leke dosti k naam
Phir badal jata hai woh riste pyaar me
Dosti ho jati hai badnaam
Yese hin aage badhte badhte pyaar ho jata hai khatam
Jism k chaah me dub jati hai
Dosti,Pyaar aur ye waden ye Kasam😓 Aur phir yaad aata hai ki
"Kyun dosti kiye hum"-
Yu hin nahin milte koi pehle se pehchan kar
Ye to uska khel hai sab
Jo mil jate hain to
Kar dete hai 7 janam paar🤝-
Per Dil me woh utter na paye
Bheed mein bhi tanhai chhaye
Bass her dum uska yaad sataye-
Tu hai to mere paas sab kuchh hai,Jo tu nahin to kuchh nahin
Hazaron khushiyan mil jaye phir bhi ,tere bina mujhe jeena nahin .😓-