Tmhre sath ye pyar k pal jina acha lag rha hai...
Yuu tmhra intjr krna acha lg rha hai..
Yuu bevjh tmse bina bt k ldna acha lag rha hai..
Yuu tmhri tirchi njr se mujhe dekhna acha lag rha hai..
Ab tum ek topic ho aur tum pr ye chand shabd likhna acha lag rha hai...π-
Usne kasam khake kaha ki vo sirf mera hai
Maine bhi muskura k kaha ye kis kis se kaha hai..-
Yuu andaza na lagao humari taklif ka...
Tut k bikhar gaye hai hum ab samet ni paoge...-
Hum pahle is kirdaar me kaha jite the unki mohabbat ne ek tarfa shayar bana diya..
-
Khub likhe hai kisse aur kahaniya mohhabat k humne bhi ..
Tum bhi saja do ek panne ko apne kirdar se...-
Unhe dar tha hamare sath mashur hone me..
Hum befikar hokr badnam huy unke sath...-
Kaha jaye aur kisse sawal kre chalo kyu na aaj khamoshi se hi so jaye...
-
Kabhi to shabdo se jada khamoshi ko suna kro murshad...
Kasam se aansuon ki siskiyan saaf sunai deti hai...-
Tera yu bar bar mujhe undekha krna ab mujhe teri adat sa lagta hai...
Kab ka chod diya hota tujhe agar tu meri adat na hota..-