Khana khaya, Pani Piya, kse jaoge , khyal rkhna ..yaha se waha ke liye jab tum 100 sawal krte ho jangal ki sherni ka billi sa khayal krte ho..
.
Kuch kuch hota hai..
.
Bhot Mohabbat hai tumhari baaton me ..meri ankhon me ankhe dalkar jab tum bhot kch kh jate ho .
.
Kuch kuch hota hai...
.
Woh apka mujhe yun nota ji kahkar bulana..
.
Kuch kuch hota h....
.
Wo apna bar bar khna me hun apke sath..or mera u khna ki ap mere ho kuch kuch hota h ...
Chlo thik h kahkar phone ka do ghnte or chlna ,or apka u bar bar khna ap bhutt aache ho..
.
Kuch kuch hota h ....
.
Wo apna sone se phle kissi Lena or khna ki eske Bina mujhe nind nhi aayegi ..
.
Kuch kuch hota hai..
.
Roj yahi sochkar ki yah ksa rista haii jisme kuch na khkar bhi sab kah jana ..woh rat ko apki yaad aana ..kch kch khkar sabkch kh jana ..
.
Yaar kuch kuch hota hai ...
-