Khafa hone ke liye bhi
Manane vala chahie
Kya karenge agar koi
Apna naa mila, kyunki
Akele mai to tanhai bhi
Saath chhod deti hai
-
Saath khadi har kisi ke dukh-dard mein
Par kyun nahi mai saath unki khushiyon mein?
Hai sabhi saamil meri khushiyon mai
Par kyun dard aur taklif mai hu khadi akali main?
— % &-
dosti krishna-sudama si to
pyaar gopion sa karein
intezaar meera sa to
tyaag radha sa karein-
Sab jaante hai
Sab pehchante hai
Chuppi tane rehte sabhi
Dard apna chupate hai
Hansi rakh hothon pe
Chikhe apni dabate hai
Sab jaante hai
Sab pehchante hai-
Kar akela khudko khud se
Nibhane chale reet zamane ki
Koi nahi kisi ka yahaan mai
Yahi hai haqikat zindagi ki-
Khud se hi tod kar naata
Apno ko hi sab maana tha
Aaj vohi firaaq mein hai
Girane ko swabhimaan mera-
Tanhai ki zindagi main
Mile jo pal fursat ke
Najaane kyun voh
Raaz nahi aate apno ko...-
Akele pan ka alag hi maza hai
Har mushkil aur pareshaniyan
Apne aap se jode rakhti hai
Bina kisi ko jatae...-