Neeraj Bhandari   (Poetry Treasure)
59 Followers · 124 Following

read more
Joined 16 May 2020


read more
Joined 16 May 2020
30 JUN 2021 AT 9:45

Zindigi dur hoti jati hai,
Par fir bhi jeeney ka ehsaas hai,
Dard dil mein hai,
Par fir bhi chehre par muskurahat hai,
Duniya ka bhi ajeeb dastoor hai,
Hasna sabke samne hai
Aur
Rona chup chup ke batlaata hai... neer

-


18 JUN 2021 AT 1:05

Ishq thora kiya karo
Thori galtiyan
Aur thora pyar kiya karo
Milte ho jab tum apne yaar se
Thora galay onhe
Aur onke ehsaas ko lagaya karo... neer

-


15 MAY 2021 AT 1:22

Feel the pain of Touch
Sometimes it can be Rough and Tough
But it’s all about Thirst...

-


15 MAY 2021 AT 1:18

Sex is definite but love is indefinite.

-


15 MAY 2021 AT 1:10

A penis can satisfy her vagina but an honesty of a man can satisfy mind and soul.

-


15 MAY 2021 AT 1:04

I would like to unhook your bra not your soul.

-


15 MAY 2021 AT 0:59

Remembering the first meet
Remembering the first kiss
Remembering the first hug
Remembering the first time
Remembering and just remembering....

-


11 MAY 2021 AT 2:45

Naa janay yeh maut ka manzar kab rukega
Zindagi ko dekhe huye ek arsaa ho gaya hai
Khuda kahan chhip kar beth gaya hai tu
Tere banaye insaan mein insaniyat khatam ho chuki hai
Rok de iss zalzale ko ab aey khuda
Warna yeh duniya jeete je narq mein tabdeel ho jayegi... neer

-


17 APR 2021 AT 4:08

Suna hai bazaar mein sab kuch milta hai
Zindagi bhi ek hissa hai iska shayad
Koshish kari thi apne papa ki zindagi le aon wapas
Par bazaar mein rooh ka koi mol nahi hai
Ab firse wahi bazaar ab soonay soonay se lagte hai
Har chamakdar cheez ab berang lagti hai
Jabse suna hai rooh ka koi mol nahi hai bazaar mein.... neer

www.Facebook.com/neerajkikalamneer

-


8 APR 2021 AT 2:59

Husan ko piya karo
Badan ko chootay waqt
Thora kass ke pakar liya karo
Pal pal har pal har waqt
Apne honthon se onke badan ka ehsaas liya karo
Kuch aahaa onki zubaan se azaad hongi
Onki aahaa ko apni zubaan mein chupaa liya karo....
#neerajkikalamneer

-


Fetching Neeraj Bhandari Quotes