Likhne ka bhot mann karta tere barme
Magar dar lagta likh ne me tere barme
Logo kee tano ne todah diya muhje
Phir kaise likhu humari dosti ki kahani tujhe
-
Puarani_mohabat h Insta page k... read more
Khuda kabhi kisi ko kise pe fida nah kar🥺🥺
Aur agar kare toh phir kaymat tak unhe juda nah kare🥰-
Humare iss sachi mohabbat kee Samne
Yeh dooriyaan bhi har jygi
Bas iss pyaar M tum mithas baadte jana ar hum iss aage badte jyge
-
Tu sabar rakh,
Dooriyo ka malal usse bhi hoga
.
.
Jab tu kisi ar ka hoga
Toh mohabbat ka ehsaas usse bhi hoga
-
Main intezaar karta rha unhe samajhne m
Ar unhone samjha diya ki intezaar aant hai humare riste ka-
Heyy bhagwan kuch puchna chata hai tumse yeh insaan
Ku akela chodh diya hai uss ache insaan ko
Jaha poojate hai yeh log hewaan ko
Phir bhi karna chatat hai kuch ache kam woh
Magar baki lage hue hai badalne hewaan m uss ache insaan ko
-
Kon khata hai ki jawani sirf maje karne k liye hoti janab
Bachpne kee sath hazar muskilo se seekana hi jawani ar zindagi ka khel hai-
Hum dono ki rat hue karti thi ek jese kbhi
Ab kuch yeh antar agya h
"Tere rat so kar guzarti hai
Aur meri ro kar gurarti hai"-
Waqt rehte hue puch liye karo janab ki kaisa hai tu mere yrr
Warna kahi puch na padh jye ki kaisa hogya hai mere yrr-