Samjh paoge kabhi...?
Teri ankhon ko mein par leta hu,
Kya tum par paati ho.....?
Tumhare sath rehkar mein jee leta hu,
Kya tum jee paati ho ....?
Mein bol nahi pata kabhi ,
Kya bina bole sun paogi ....?
Mein bass chup rehta hu ,
Kya meri chupi ka kaaran jaan paogi ....?
Mein kuch kahunga nahi,
Tum jaan nahi paogi ....
Bato ko kabhi bhi meri,
Pehchan nahi paogi ....
Samjhna to muskil hai,
Azmaa kar dekho maan jaogi ....
Par mei dard chupaunga esse ,
Ki tum chaa kar bhi jaan nahi paogi ....
-