Narendra Singh Kuntal   (Naren_baba1 (Instagram))
11 Followers · 3 Following

read more
Joined 2 April 2020


read more
Joined 2 April 2020
2 JUN 2020 AT 21:46

Chale the duniya ko kadmon mein jhukane.
Thokar lagi aisi,
Guroor bikhra pada hai jameen per....
Aur ham khud ko samete rahe hain.

-


11 MAY 2020 AT 9:57

Happy birthday Ena....

Rub nai kaha, mag lee Khushi
Maine tuj maga....

Kya tofa du tuj es Mubarak din par tuj
Maine to khud duaa Kar k,
Tuje tofe Mai khuda sai maga

-


30 APR 2020 AT 16:59

Woh kahate Hain aasman mein,
kami nahin sitaron ki,
Per tum hamesha khaas ho.

Jaaha bhi ho tum, Jitni bhi dur ho,
Tum hamare Dil mein ho,
Hamesha hamre sath ho.

We Miss you "Chintu G"
(Rishi Kapoor sahab)

-


30 APR 2020 AT 11:15

Woh kahate Hain aasman mein,
kami nahin sitaron ki,
Per tum hamesha khaas ho.

Jaaha bhi ho tum, Jitni bhi dur ho,
Tum hamare Dil mein ho,
Hamesha hamre sath ho.

We Miss you "Chintu G"
(Rishi Kapoor sahab)

-


29 APR 2020 AT 19:06

Rulane ke liye,
marenge aur bhi 💔



Pyar hai Dil mein,
To amar kar do😍

-


29 APR 2020 AT 18:37

Marte hain vah log jo gumnami mein jiye jaate Hain......

Amar hote hain vah log,
Jo apne vyaktitva se logon ke Dil mein bus jaate Hain.

💔

-


27 APR 2020 AT 16:25

Sahma hua main,
khud ki parchhai se bhi darta hun......




Jahan se guzarta Hoon sabka,
Dilkush aur manoranjan karta hun....

-


26 APR 2020 AT 23:48


Aankhen bandh hai Mayusi mai,
Per main Jag raha hun.....

Apne dil mein jhak raha hoon,
Nakami se dar nahin mujhe,
Fir bhi main bhag raha hun.......

Aankhen bandh hai Mayusi mai,
Per main Jag raha hun.....


-


23 APR 2020 AT 17:33

Ek behtar Kal ki talash mein,
Humne apna aaj gawaya hai.

Kamyabi ki talash mein sirf,
Khauff kamaya hai.

Chot Lage tabhi to Ham sambhale aur samjhe..

""Kaun apna hai kaun paraya hai""

-


22 APR 2020 AT 19:45

Mai target karta apne sare best friend ko....

Or unke upr "Potty" Kar Deta...

-


Fetching Narendra Singh Kuntal Quotes